Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Astaghfar Ke Fayde

 


Jo log chahte hein ke wo dunyawi ke sath rohani tor par bhi mazboot ho aur unke Rizq mein kabhi tangi na ho to wo aaj se ye amal karna shru kar dein. Hazrat Ibn e Abbas Razi Allah Tala Anhu ki riwayat mein hai ke jis ne Astaghfar ko lazim pakra Allah us ko har tangi se bahar nikalta Hai Aur har fikar se kushadgi bakhshta hai aur aesi jaga se rizq deta hai ke wahan se guman bhi na ho. Aap bhi astaghfar ko lazim pakar lein aap ke bhi din phir jayengay.


This post first appeared on Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti, please read the originial post: here

Share the post

Astaghfar Ke Fayde

×

Subscribe to Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×