Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Hamal Ki Hifazat Ka Amal

Hamal Ki Hifazat Ka Amal ,” Aksar dekha jata hai ke shadi shuda aurat ki sabse badi problem ye hoti hai ke unka Hamal thahar ta nahi hai yaa phir pait me hi kharab ho jaata hai yaa kisi naa kisi wajah se hamal gir jaata hai yaa phir hamal hone me dikkat paida hoti hai jiski wajah se aurat pareshan rahti hai aur uska kisi bhi kaam me man nahi lagta hai. aur jis aurat ka hamal hamal thahar nahi paata hai yaa kisi wajah se miscarriage ho jaata hai toh uske liye hamal ki hifazat ka amal lekar aaye hai. is amal ko karne se aapko hamal ki dikkat nahi hogi aur jald se jald aapko aulad paida ho jayegi.

Hamal Ki Bundish Ka Tor

hamari jindgi me kuch aese bhi log hote hai jo hmari khusiya hmare sukh ko bardast nahi kar paate hai aur wo aapki shadi shuda zindgi ko dekhkar khsuh nahi hote hai aur kabhi nahi chahte ke aapke ghar me khusiya aaye isliye wo bache ki bundish yaa aapki biwi par hamal ki bundish karwa dete hai jiski wajah se hamal hone ne dikkat paida hoti hai hamal pait me hi gir jaata hai yaa bacha paida hota hi nahi hai.. agar aapko bhi lagta hai ke aapka koi dushman hai jisne aap par hamal ki bundish karwa rakhi hai toh aap parehsna naa ho hum aapke liye hamal ki busndih ka tor krne ke liye powerful amal lekar aaye hai jiski madad se aap hamal ki bundish ka tor kar skti hai. aur apne hamal ki hifazat kar skti hai

Hamal Ki Hifazat Ka Amal or Tariqa :-

  • Sabse Pahle Wuzu Kar Le
  • Uske Baad 3 Martaba Darood Shareef Parhe
  • Phir Is Ism “Ya Mubdiu” ko Baar Parh Kar Kalma Ki Ungli Hamala Ke Pait Ke Gird Fere Yaani Dayra Khinche
  • Uske Baad Phir Se 3 Martaba Darood Shareef Parhe
  • Aapko Ye Amal 7 Din Tak Karna Hai

InshaAllah Allah Tala Ke Is Naam Ki Barkat Se Hamal Mehfuz Rahega Aur Bacha Sahi Salamat Paida Hoga..



This post first appeared on Dua For Love, please read the originial post: here

Share the post

Hamal Ki Hifazat Ka Amal

×

Subscribe to Dua For Love

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×