Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Gmail 2 Step Verification Enable or Disable Kaise Kare

aj hm apko Gmail 2 step verification ke bare me jankari dene vale hai agar ap gmail ka istmal karte hai to ese me apko iski jankari honi bahut jaruri hai kyuki isse ap apni gmail id ko pahle se kafi jyada secure kar sakte hai ap apni gmail me 2 step verification eneble kar dete hai to apki permission ke bina koi bhi apki id me login nahi kar sakta

gmail id kai tarah se 2 step verify ki ja sakti hai agar ap chaho to kabhi bhi koi bhi apki gmail me login karta hai to apko uska otp milta hai ap jab vo code gmail me daloge tabhi apki id me koi bhi login kar payega iske liye apko bs ek setting ko eneble karna hota hai iski jankari is article me hm apko batayege

  • Email Full Form in Hindi? Email क्या हैं और कैसे भेजे
  • Jio Phone में Live IPL Match कैसे देखते है 
  • JIO Phone Top Secret व Hidden Tricks हिंदी में
  • YouTube Channel Par Subscribe Kaise Badhaye
  • Vodafone, Airtel, Idea, Jio Sim की Call Details कैसे देखे

Gmail 2 Step Verification Kaise Kare

gmail me 2 step verification karne ke liye apko kuch process ko follow karna hota hai uske bare me hm apko bata rahe hai usko follow kar ke ap apne gmail me 2 step verification enable kar payege

  • Sabse pahle apna Gmail account log in kare
  • My account par click kare
  • Sing in and security ka option par click Kare
  • Singing in to Google par click kare
  • 2-Step Verification ke option par click kare
  • Get Started par click kare
  • Apne g-mail ka password daal ke sing in kare
  • Apne mobile number dale or taxt massage par click kare badme next par click kare
  • Ab massage me Jo code aaye use box me Dale or next par click kare
  • Ab 2-step verification turn on par click kare.

Ab apka gmail secure ho gaya he ap try kar sakte he apke g-mail I’d or password daal ke log in karne par apke mobile me massage aayega usme verification code hoge vo code g-mail me dalne par hi apki mail I’d open hogi.

2 Step Verification Disable Kaise Kare

agar apke gmail me 2 step verification eneble hai aur ap iska use nahi karna chahte to ap isko disable bhi kar sakte hai iske liye ap is process ko follow kare

  • Sabse pahle apne gmail I’d log in kare
  • My account par click kare
  • Sing in and security par click kare
  • Singing in to google par click kare
  • 2-step verification par click kare
  • Turn off par click kare..

Ab apka 2-step verification disable ho chuka hoga ap apne mail I’d me log in kar try kijiye apke mobile me verification ka code nahi aayega or password dalte hi apki I’d open ho jayegi.

2 Step Verify Karne Ke Fayde

agar ap apne gmail ko secure rakhna chahte hai to ap isko eneble kar sakte hai yah security ke liye bahut hi important hota hai iska fayda yah hota hai ki apki gmail ka login system apke selected kisi bhi device se connect ho jata hai

uske bad apki permission ke bad hi vo gmail login ho payegi jaise ki ap apne mobile numbar ko isme connect karte hai to isme login karte vakt apko ek otp milega vo ap gmail login karte vakt enter karege to hi apki gmail id login hogi isse koi bhi apki gmail ka galat use nahi kr sakta hai apki gmail ka data bhi safe aur secure rahta hai

yah sabhi gmail user ke liye free hota hai agar ap iska use karna chahte hai to apko iske liye koi charge nahi dena hoga ap free me iska use kar sakte hai

  • Business Promotion Kaise Kare Puri Jankari
  • Google Seo Help Se Blog Post Ranking Kaise Badhaye
  • Google Full Form in Hindi? Google क्या है
  • Google Input Tools द्वारा Online Hindi Typing कैसे करते हैं
  • Google Se Paise Kaise Kamaye? Google से पैसे कमाने के तरीके

hmne apko is article me gmail 2 Step Verification Disable Kaise Kare ya gmail secure kaise kare iske bare me jankari di hai hme ummdi hai apko hmari batayi jankari jaruri pasand aayo hogi agar ap iske bare me koi saval puchana chahte hai to ap hme comment kar sakte hai

The post Gmail 2 Step Verification Enable or Disable Kaise Kare appeared first on PMO योजना.



This post first appeared on Help Guru Group, please read the originial post: here

Share the post

Gmail 2 Step Verification Enable or Disable Kaise Kare

×

Subscribe to Help Guru Group

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×