Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

What is First Contentful Paint, how to reduce its loading time

First Contentful Paint - Jo new blogger Hai unko koi bhi chij samajhne Mein samay lagta hai,

 turant nirnay Lene Aur samajhne Ke Liye unke pass experience Nahin Hota Hai.




 To is post se jaan Payenge ki Aakhir yah kaun si Bala Hai Jo Palle Nahin pad rahi hai.


 Agar aapko is bare mein Jankari hai to aap Jante Hi Ho ki Yahan problem kahan se Pata Chala hai.


 magar jo yah Nahin Jante unke liye Bata Doon Ki yah problem Kaise Pata Kiya jata hai.


 Ham Apne blog post ko Google search mein show karana Chahte Hain.

 Jiske Liye Ham Google search consol mein jakar index request Karte Hain.


 Usi Google search control ke dashboard Mein Jaane per experience section Mein core wab vitals Milta Hai.


 Jiska upyog Ham Apne blog ki open hone ki loading time ka pata Lagane ke liye Karte Hain.


 speed insights ka use karne ko kaha jata hai aur ISI Mein jakar analize karne per Ham Apne blog page ki open hone ki loading time ka pata chal pata hai.


 jismein Hamare blog loading ko slow kar rahe sari problem show ho jata hai , jismein Se Ek Hai first contentful paint.


 what is the first contentful paint?


 first contentful paint (FCP) ka naam sunkar hi Jana Ja sakta hai ki yah Hamare blog Mein Sabse Pahle Show Hone Wale Ko Kah Raha Hai.


 Ji han iska matlab yahi hai ki yah sabse upar Jo Hamare blog ka title.


samajhne ki koshish kijiega blog ka title kah rahe hain,  post ka title Nahin.


 Jis Tarah aap dekh Pa Rahe Honge ki Mere blog ka title trick informer-all info sabse upar dikh raha hai.


FCP us Bindu ko Kahate Hain jo sabse pahle load hota hai , Jaise Ham slow internet per Agar Kisi blog per Jaate Hain , ya Kisi website Mein Jaate Hain To jo sabse pahle Hamen dikhaya jata hai jo sabse pahle loading Hota Hai.

Vahi first contentful paint hai.


agar aap mere blog per Aaye Honge to sabse pahle heading mein likha hua trickinformer all info ko hi aapane Dekha Hoga aur Vahi sabse pahle load Hua Hai.

 aur Vahi first contentful paint hai.


 document object model (DOM) 


Jo jo section Ham Apne blog par dikhana Chahte Hain, uska Ek DOM ban jata hai.


 jaise ki sabse upar search section, Uske bad heading section ,Uske bad post section ,Uske bad most popular post section, aur niche Mein footer ka use kar rahe hain.


 to Is Tarah Se yah DOM ban gaya hai.


 ji han Yahi document object model hai aur Yahi Hamare blog ke heading ko FCP Kahate Hain.


 yane Hamare blog ke heading Ko fcp Mana jata hai. 


How to reduce first contentful paint loading time


 Jab aap Jaan gaye hain ki fcp kya hai to uski loading time ko aap aasani se kam kar sakte hain .


Agar fir bhi aap Jaan Nahin Pa rahe hain to aapko Bata Dun ki Kis Tarah Se theek Kiya Ja sakta hai.


 (1) Apne blog ki heading mein agar Bhari bharkam big size ka image laga rakha hai to use Hata den


(2) heading mein image Lagana hi Chahte Hain To Aisa image use Karen Jo 50 kilo bite se bhi kam ho.


(3) ding ki lambai (up To down) ko bahut hi kam rakhen.


(4) jahan tak ho sake image use Hi Na Karen Keval text hi Rahane De.


(4) heading Mein Keval blog title ko hi show Karen blog discription ko Hata den.


(5) theme designer mein jakar blog title ka pixel ko kam kar den.


(6) theme mein jakar edit HTML Mein jakar heading section mein jakar heading section ki length aur width (lambai Aur chaudai) Ko kam kar den.


 Aur Is Tarah Se aap apne blog ke first contentful paint ki loading time ko kam Kiya Ja sakta hai.


This post first appeared on Hamar Gawn The Best Technical Teacher, please read the originial post: here

Share the post

What is First Contentful Paint, how to reduce its loading time

×

Subscribe to Hamar Gawn The Best Technical Teacher

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×