Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Paytm Me Mini KYC Kaise Karte Hai ?

Hello Friends,
Welcome to My Blog.

Ap Sab Logo Ko pata hi Hoga ki Paytm me Ab Transaction Karne Ke Liye And Cash back Lene Ke Liye Apko KYC karna Bahut Jaruri Hai.
Bina KYC Liye Ap Apne Account Se Kisi Aur Account me aur Bank Account Me Paise Transfer Nahi Kar Sakte .

KYC Karne Ke Liye Apko Apna Bio Matrick (Fingerprint) Verification Karna Hoga. Lekin Aj Hum apko mini KYC kaise Karte Hai Isme Bare Me Batayenge.

Paytm Me Mini KYC Kaise Kare ?


1.) Sabse Pahele Ap Apne Paytm App Ko Open Kare and Isme Login Kare.

2.) Ab Ap KYC Option Par Click kare.



3.) Uske Bad Proceed Option Par Click Kare.


4.) Ab Apko Apna Koi Bhi Original ID Proof  Ki Details Dalna Hai.( Adharcard, Pancard,Voter Id Card, Narega Job Card Etc.) Isme Se koi bhi Ek Chalega.



5.) Upar Bataye Gaye Kisi ek ID Proof Ki Details Dalkar  Proceed Par Click Kar Dena Hai.

6.) Procced Karte Hi Apke Account Me Mini KYC complete Ho jayegi.

Paytm Me Mini KYC ke Fayde ?



1.) Paytm me Mini KYC Karne Se Apka Paytm Wallate  Kabhi Band Nahi Hoga.

2.) Paytm me Mini  KYC Karke Ap  Paytm Cashback Offer ka Labh Utha Sakte Hai.

3.) Paytm me Mini KYC Kane Ke Bad Ap Kisi ko bhi Paise Send Kar Sakte Hai.




This post first appeared on Maheshwaptricks, please read the originial post: here

Share the post

Paytm Me Mini KYC Kaise Karte Hai ?

×

Subscribe to Maheshwaptricks

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×