Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jate hain



Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jate hain
Zakhm kaise bhi hon kuch roz Mein Bhar Jate hain

Us dareeche mein bhi ab koi nahi aur hum bhi
sir jhukaye hue chup chaap guzar jate hain

Raasta roke khari hai yahi uljhan kub se
Koi pooche tu kahein kya ke kidhar jate hain

Narm awaz bhali baatein muhazzab lehje
Pehli barish mein hi yeh rung utar jate hain..!!


This post first appeared on HINDI SHAYARI, please read the originial post: here

Share the post

Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jate hain

×

Subscribe to Hindi Shayari

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×