Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Blogspot Blog Se Dusre Blog Par Traffic Redirect Kaise Kare

Dosto Aapka Swagat Hai Hamare Hindi Blog Blogging Mistake Me



Agar Aap New Blogger  Hai or aap Apane dusre Blog Se new Blog Par Traffic Ko Redirect Karna Hai To Ye post Aapke Liye Kafi Help Full Hoga .

Agar Aapne Bhi old Blog Ke sath Or Koi New Blog Banaya Hai . Or aap Old Blog Ki Traffic Ko Apane New Blog Pe redirect Karna Chahte Hai to Ye Ek simple Tarika Hai jis ki Madad se aap aasani se Traffic Ko Redirect Kar Sakte Hai ..

Blogspot Blog Se Dusre Blog Par Traffic Redirect Kaise Kare.

  • Sabse pahele www.Blogger.com pe Login Kare 
  • Login karne ke Bad Theme Par Click Kare 
  • Edit HTML par Click Kare 
  • ke niche Ye code paste kar de 

BloggingMistake.com Ki Jagah Pe Aapko Apane Blog Ka link add Karna Hai jis pe aap Traffic Redirect Karna Chahte Ho 

Content=0 ki Jagah pe Aapko second set karne Hai ki itane Seconds ke Bad Blog Redirect Ho jaye 

HEAD ke niche code paste karne ke baad aapko Save theme Par click Karke Theme Ko save Kar dena Hai 

Bas Ab Aapka kaam Ho Gya Ab Jab Koi Aapke Old Blog Ko open Karenga To aapne Second Set Kiye honge Utne second Ke Baad visitor Aapke New Blog pe automatically Redirect Ho Jayenga 

Dosto To Aapko Hamara ye Post Kaisa Laga Hame jarur Bataye Or Ha hame Blog Post ko Share karna na Bhule

Because sharing Is carryinng




This post first appeared on Blogging Mistake, please read the originial post: here

Share the post

Blogspot Blog Se Dusre Blog Par Traffic Redirect Kaise Kare

×

Subscribe to Blogging Mistake

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×