Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

how to Check your SADAD number (payment number) online in saudi arabia

Saudi arabia me rehane wale apna sadad number (payment number) online kaise check kare.

Saudi arabia aane ke baad jab aapka pahli baar new iqama bankar aata hai to uske saath goverment ke taraf se ek Number jari ho jata hai. jisse Sadad Number kehta hai. sadad number ki maddat se aap kisi ko paise send aur  resive kar sakte hai. sadad number ka aur bhuat se fhayede hai. magar hume se bhuat logo ko iske bare me kuch malum hi nahi hota hai. isliye aaj mai aapko sadad number ( رقم السداد ) ko online check karne ke bare me batane wala ho. to chaliye isko step by step check jaan late hai.






Ministry of labour website ke bare me kuch jaruri baten.
ye website arabic language me hote hai. agar aap chrome browser use karte hai to is website par jane ke baad right click kare. right click karne ke baad ek popup window open ho jayega. yaha aapko translate to english par click karne hai. yesa karne se ye website english me ho jata hai. aap bhi trick ka use karke is website ko english me translate kar sakte hai


Apna sadad number ( رقم السداد ) kaise pata kare.

Sadad number pata karne ke liye niche diye huye steps ko follow kare.

Step 1
Sadad number janane ke liye sabse pahle aapko yaha click karke saudi ministry of labor ke official website par jana hai.


Step 2
ministry of labor ke website par jane ke baad niche diye huye 2 options ko select kare.





1 - Electronic information ke left side me arrow ke mark par click kare.
2 - Uske baad Query for labour office services par click kare.




Step 3

Query for labour office services par click karne par ek form open ho jayega.



1 - yaha par aapko work's permissons service ko select karna hai.
2 - yaha aapko apna iqama number likhana hai.
3 - upar diye huye 6 numbers ko niche khali box me likhana hai
4 - Search ke button par click karna hai.

Step 4
Search ke buton par click karne par aapka payment number ( رقم السداد ) aa jayega.





Sadad number ko english me payment number kahte hai.



Saudi arabia se releted in post ko bhi padhe:
Apne company ya kafeel ka color online kaise check kare.
Apne iqama ko kaise online check kare.
Apna fingerprint ka update online kaise check kare.
medical insurance ki validity kaise check kare.
Exit/Re-entry visa ka status online kaise check kare.



mujhe umeed hai aap is article ki maddat se apna sadad number ya payment number ( رقم السداد ) ko check karna jaan gaye honge.
Yese hi aur bhi jankari pane ke liye is blog ko subscribe jarur kare. Agar kuch pucha chahate haito niche comment box me comment karke puch sakte hai.



Ise bhi padhe:
United Arab Emirates ka visa online kaise check karen.
Bahrain ka visa status online kaise check kare.
oman ka visa online kaise check kare.
Qatar ka visa status online kaise check kare.


This post first appeared on Latest Tech Gyan, please read the originial post: here

Share the post

how to Check your SADAD number (payment number) online in saudi arabia

×

Subscribe to Latest Tech Gyan

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×