Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Pinterest kya hai? pinterest par account kaise banaye, full guide hindi me


Pinterest bhi facebook aur twitter ki tarah hi ek social networking site hai. kekin ye site baaki sabhi social networking sites se thoda alag hai. aur hona bhi chahiye agar sabhi site ek jaisi ho jaye to aapka interest khatam ho jayega. Pinterest par aap sirf photos videos, ya images pin karke share Kar Sakte Hai. kyuki yaha par text post likhane ka koi option nahi hai. pinterest par every lakho jankari share ki jaati hai. agar aap kuch naya naya sikhane ya padhane ke sokin  hai. To aapke liye pinterest  ek acha option ho sakte hai.
















Pinterest kya hai?

Pinterest ek famous social networking site hai. ye website 2010 me photos share karne ke liye banaya gaya tha. ye website aajke time me bhuat popular ho gaya hai. is website par 150 million se jada logo istemaal kar rahe hai. isi popularty ko dhayan me rakhate huye pinterest ne new features video aur messaging ko add kiya hai. Jisse iski popularty aur badh gaya hai. Pinterest ki ek aur khaas ye hai, ki is par sabse jada females users hai. pinterest ki website par bhuat kuch naya sikh sakte hai. aur saath saath apna knowlaege bhi kar sakte hai. aap yaha par  kisi product, own business, blog ya website ko promote aasani se kar sakte hai.

Pinterest par account kaise banate hai.

pinterest par account banane ke liye appko sabse pahle iske official website www.pinterest.com par jana hai. uske baad niche diye huye steps ko follow karna hai.

Step 1
1 - apna email id dale.
2 - apna koi sa bhi password dale.
3 - continue par click kare.
4 - aap chahe to apne facebook ya google accounts se bhi sign p kar sakte hai

Step 2
continue par click karne par ek pop up window open ho jayega.
1 - Apna pura naam likhe.
2 - Apna ar likhe.
3 - Sign up par click kare.


Step 3
Sign up click karne par ek naya window open hoga. yaha aapko apna gender select karna hai.


Step 4
yaha aap apne 5 interest ko coose karna hai. aap jintna chahe interest ko chun sakte hai. lekin 5 interest ko coose karna jaruri hai.



Step 5
agar aapko pinterest ka browser button apne destop ya laptop me install karna chahate hai, to Get it now ke button par click kare. agar aap isko install karna nahi chahte hai to skip par click kare.


Skip par click karne ke baad aapka pinterest account ban gaya hai. ab aap iska istemal kar sakte hai.



Pinterest ka use kaise kare.

pinterest ko use karna bhuat hi aasan hai. pinterest par sabse pahle aap ek pin board bana hota hai. taki apna photo aur video save kar sake. pinboad banane ke niche diye huye steps ko follow kare.

Step 1
1 - pinterest username par click kare.
2 - plus ke mark par click kare.


Step 2
Plus ke mark par click karne par ek popup window open ho jayega.
1 - Aap apne pashand ka koi bhi naam likhe.
2 - Create ke button par click kare.



Create ke button par click karne par aapka pinboard ban gaya hai. ab aapko search bar me ja kar apne interest ka koi photo search kare.

Step 3
Ab aapko search bar me ja kar apne interest ka koi photo search kare. search results me jo photo acha lage us photo mouse le jane par ek red color ka save button dikhega. aapko us red button par click karna hai.


Step 4
Save button par click karne par ek popup window open ho jayega. yaha par aapko apna pinboard select karke save ke button par click karna hai.


Save ke button par click karne par aapka photo ya video save hi jayega. isi tarah aur photos ko apne pinboard me save karte hai.

pinterest ka maza aap apne smartphone me bhi leakte hai. pinterest ka app google play store se free me download kar sakte hai. pinterest app download karne ke liye yaha par click kare.

I hope aap is post ki maddat se pinterest kya hai, pinterest par account kaise banaye, aur pinterest ka use kaise kare bare me jaan gaye honge.
Aap is post se releted kuch bhi puchane ke liye niche comment box comment kare. Aap is post ko share jarur kare.


Ise bhi padhe:
free website kaise banaye full guide hindi me
mobile ka internet data save karne ke 5 best tarikaa.
internet ki speed fast karne ka 6 best tarika
mobile ka internet data save karne ke 5 best tarikaa.
phone kharidne se pehle 10 baato ka rakhe dhayan.


This post first appeared on Latest Tech Gyan, please read the originial post: here

Share the post

Pinterest kya hai? pinterest par account kaise banaye, full guide hindi me

×

Subscribe to Latest Tech Gyan

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×