Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

{2018} Facebook id verify kaise karen - 2 sabse easy tarika

{2018} Facebook id verify kaise karen : hello dosto welcome to the latest trick Facebook account ko verify kaise kare, how to verify facebook account, create full verify facebook account. kya aap aapne facebook account ko verify karna chahte hai? agar haan to aaj aapko is post me 2 sabse easy method share karunga jisse aap easily aapne facebook account ko verify kar payenge.



Facebook id verify kya hai iske fayede kya kya hai?


Aapke man me sawal aa raha hoga ki Facebook id verify kya hai iske fayede kya kya hai? Facebook ko apna govt id dena taki wo samjh sake ki aapka account fake nahi hai. Facebook me vaise har kisi ko id verify karna zaruri nahi hota lekin jiska id block ho jaye ya jo chahte hai ki future me id block na ho jaye to wo pahle se govt id facebook ko provide karke id verify karwa sakte hai.

Iske fayede kya kya hai?


* future me aapka facebook account block nahi hoga. Aapke activities jaise like, share or comments me koi rok nahi hoga.

* kuch log faltu me kisi ke facebook account ko report karte rahte hai, aise me account verified na ho to turant block ho jata hai hai.. Govt id dene se ya verify karwane se ye problem nahi aayegi.

* jyada friend request send karne se ya jyada request accept karne se bhi id block ho jata jo verify karne ke baad nahi hoga.

* jyada group joining ya link sharing se bhi id block ho jata hai par verified id me aisa nahi hoga. Kuch jyada hi spamming karne par aisa hoga.

To chaliye dekhte hai facebook id verify kaise karte hai?
Iske liye 2 method batane wala hu.
1. Id block karke
2. Name change



To baat karte hai 1st method ki.

Facebook id block kaise karen?


Facebook me govt id upload karne ka koi option nahi hota. Option tabhi aata hai jab id block ho jata hai. To sabse pahle id block karte hai.

1. Sabse pahle is link ko copy karen.
2. Ab is link ko sab groups me pages me share karen.
3. Kisi famous page ke post me comments me ye link paste karke comments karte jayen.
Ek time aisa aayaega ki aapka account temporary block ho jayega.

Agar block nahi hua to..

VPN install kar facebook open kar, apna name change karen. Pahle language ko Japanese kar le. Fir change name me Japanese characters me naam banaye then wapas language English kar de.
Apka account block ho jayega aur government id upload karne bolega.

Verify ke liye govt id kaise upload karen?

Govt id upload karne ke aapko special ek box dega. Us box me govt approved ids jaise - Aadhar card, PAN card, voter id card, driving license etc. Kuch ids jaise private company, school, college, library card etc bhi support kar leti hai.

*Id ka photo aise capture kare jisme name aur photo achche se dikhe. Aur usi ko upload karen.

* id upload karne ke baad facebook use review karega aur kuch dino baad account verified ho jayega.


Ise bhi padhe :

Facebook page me AdSense se paise kaise kamaye?
Facebook fake account kaise banaye
Facebook par post karen colorful status
Facebook WhatsApp par kaise share karen Fake location
Voice se ya sirf bolkar chalye apna smartphone



2. Again and again name change karke


Is method me aapko again and again name change karna hai. Agar name change available na ho to samjho aap ek step aage chale gaye.
Is method se facebook id verify karne ke liye ye step follow karen.

1. Apne facebook me login karen.
2. Setting me jaye > general > name change. click here
3. Agar name change available hai to Apne name ko change kare. (Middle name add ya remove karde)
4. Change hone ke baad save kar de. Aur again name change karne ki koshish karen.
5. Name change nahi hoga, aur facebook se contact karne bolega.
6. Agar name change available nahi hai to aap sidhe facebook se contact karna hai.
7. Contact karne ke liye "change Order of name" par click kare, learn more par click kare.
Then name, fill out this form to request a name change and confirm your name is par click karen. Next page me kuch option, box etc dikhayi dega same niche jo picture diya gaya hai.



1. Pahle box me apna name daal de. Kuch changes karke jaise middle name nahi hai to middle name add karde, ya middle name hai to use remove kar de. Kyoki save hone ke liye kuch changes zaruri hai.

2. Niche box me Reason for this change me koi bhi ek reason select karle. Spelling mistake jyada better hai. 3. 3rd box me koi bhi choose file button me click kar koi bhi government id ho daal de jisme name and picture clear show ho raha ho.

Ho gaya aapka account review ke liye jayega aur kuch dino me name change ho jayega.. Sath hi government id like aadhar card, PAN card etc bhi upload ho jayega. Is tarah Facebook id verify ho jayega.

I hope guys 2018} Facebook id verify kaise karen yah post pasand aaya hoga. Agar kuch problem ho to comments karke puchh sakte hai.

Info from :
tracykiss


This post first appeared on ITrickGuru, please read the originial post: here

Share the post

{2018} Facebook id verify kaise karen - 2 sabse easy tarika

×

Subscribe to Itrickguru

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×