Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Gussa Kam Ya Khatam Karne Ka Tarika – Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

Gussa Kam Karne Ki Dua in Quran

Gussa jo hai woh insaan ka sabse bada dushman hota hai. Kyunki jab kisi ko gussa aata hai to woh apne samajhne aur sochne ki taqat ko bilkul khatam kar deta hai. Gusse ki wajah se admi galat aur sahi ka faisla nahi le pata hai. Gusse mein kiya hua koi bhi kaam sirf nuksaan hi pahuchata hai. Gusse mein hum jo bhi bolte hai woh sab hum ko nuksaan pahuchata hai.

Lekin iska ehsas hume tab hota hai jab hamara gussa thanda ho jata hai. Kuch log jab gussa aata hai to khamosh rehne ki koshish karte hai lekin kuch log jo bahut zyada gussa ho jate hai aur apne gusse pe kabu nahi pa sakte hai, aise mein unko chaiye ki gussa kam karne ki dua in Quran mein batayi gayi hai, usko padhe. Aap gussa khatam karne ki dua in english mein bhi padh sakte hai. Gussa khatam karne ki dua in English mein bhi utni hi asardar hoti hai, jitni ki Arbi zuban mein.

Gussa Khatam Karne Ki Dua Tarika in English 

Agar aap ko dua ka dhyan nahi rehta to aapke gharwale gussa khatam karne ka tarika istemal kar sakte hai, aapka gussa rokne ke liye. Gussa khatam karne ka tarika ye hai ki batayi gayi gussa kam karne ki dua in Quran, aapke chahne walein, aapke liye padhe aapki jagah.

Agar do log ki beech mein gussa karne ki wajah se koi narazgi agayi hai toh usko bhi door karne ka Islamic ilaj hai – narazgi khatam karne ka wazifa. Ji, haan ye narazgi khatam karne ka wazifa ki madad se narazgi ko kuch hi pal mein khatam kiya ja sakta hai.

Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa 

Humne aksar dekha jab do log ke beech ladai hoti hai to woh ek doosre se naraz ho jate hai. Aise mein is narazgi khatam karne ka wazifa ki madad se apas ki narazgi ko khatam kiya ja sakta hai. Kabhi humne dekha ki choti choti baat pe shohar biwi se naraz ho jata hai. Ya kabhi biwi shohar se naraz ho jati hai. Kabhi do dost kisi wajah ko leke apas mein ladai karte hai to unke ke beech bhi narazgi paida ho jati hai. To aise mein is wazifa ka istemal karke narazgi ko khatam kiya ja sakta hai. Gussa kam karne ke liye ap niche diya hua tareeka istemal kar sakte –

  • Pehle taza wuzu bana le.
  • Uske baad 5 baar durood shareef ko parhe.
  • Phir gussa kam karne ki dua in Quran ko padhe – “Ya Wadoodu”.
  • Is dua ko 51 baar padhe.
  • Phir akhri mein 5 baar durood shareef ko parhe.
  • In sha Allah aap ka gussa dheere dheere kam hone lagega.

Agar aap ya koi shaqs bahut hi gusse mein hai toh upar diya hua tareeka istemal kar sakta hai taki us waqt pey gussa kaam hojayein, par agar gussa bar bar ata hai aur har choti baat pe ata hai toh Aapko hamare Alim Sahib se mil kar iska munasib tod janna hoga taki hamesha ke liye is buri adat se nijat paa sakein.



This post first appeared on Lost Love Wazifa, please read the originial post: here

Share the post

Gussa Kam Ya Khatam Karne Ka Tarika – Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

×

Subscribe to Lost Love Wazifa

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×