Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

mp3 file ko ya kisi file ko blogger blog me kaise upload karte hai bilkul free janiye hindi me

hello frnds
aaj kal sabhi chahte hai ki unka blog wordpress pe ho lekin kuch wajah hoti hai jinke karan kuch blogger apne liye wordpress ko costly option mante hai blogging bhabhishya ke liye or Apko ye bhi jankari hai ki blogger ya kisi or plateform se jyada better hota hai wordpress jisme bahut si chije badi asaani se ho jati hai jaise kisi file ko upload karna hai to bas  select kiya or upload kar diya bas ho gaya lekin agr aap blogspot blogger hai to yahi kam apke liye thoda sa hard ho jata hai lekin aaj ham apko batayenge ki aap kisi bhi file ko bina kisi paid service ke or aaj ham is post me janenge ki aap kaise ek MP3 SONG ko bahut hi asani se apne blospot blog me upoad kar sakte hai or ye aisa hoga ki koi bhi download bhi kar sakta hai or song ko online sun bhi sakta hai to chaliye start karte hai 

lets start hare
1.sabse pahle aapko apne blogger dashboard me login karna hai...
2.ab apko new post wale button per click karna hai ya aap us post ko choose kare jisme apko mp3 file upload karni hai,,agar apka post pahle se publish hai to uske iche dikh rahe EDIT wale option pe click kare 
screen shot
3.ab aap isko aise hi chor de or apne browsr me www.drive.google.com open kare or apne gmail id se usme log in kare 

4.ab aap apne google drive me aa chuke hai janha pe aap koi bhi file ya mp3 song upload karte hai apka screen kuch aise dikhega 
                             
5.ab apko koi mp3 song upload karna hai uske liye apko NEW wale button pe click kare to apko bahut se option milenge usme se apko uploads files pe click kare 
screen shot

6.jab aap upload files pe click karte hai to apko new window show hogi jisme apke computer ke sabhi file hote apke vidio,photo,textfile,zip file or mp3 song hote hai ab apko isme se koi bhi ek song select karna hai or upload karna hai google drive me

7.ab apka ek song upload ho gaya hai maine apne google drive me ek song upload kar rakha hai or mai iska share link copy kar liya hai,share link copy karne ke liye apko right side me uper ek chain jaise bane icon pe click karna hoga jab apko share able link mil jaye to  aap CTRL+C press karke link ko copy kar le 
screen shot
8.ab apne jo link copy kiya hai usko apne browser me pest kare or ENTER button pe click kare,enter click karte hi apko screen me apka song nazar aayega
9.ab aap agar isko apne kisi post me add karna chahte hai to aap us link ko ek BUTTON me edit kar dijiye jaise niche dikh raha hai aap uspe click kare or hamara upload kiya hua song sune hamare site pe 








  • DOWNLOAD this song


  • 10.ab ye ten number aise hi diya qki jankari poori ho chuki hai ab aap try karo ☺☺☺☺

    frnds aaj jo post maine di hai ye apki bahut help karegi or agar apko koi problem hoti hai ya aap internet se juda koi bhi swal puchna chahte hai to comment jarur kare ham apki poori help karenge 


    request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

    plzzz share this post with your frnds
     thannkxxx for read this



      This post first appeared on Anytimehelp7.blogspot.com, please read the originial post: here

      Share the post

      mp3 file ko ya kisi file ko blogger blog me kaise upload karte hai bilkul free janiye hindi me

      ×

      Subscribe to Anytimehelp7.blogspot.com

      Get updates delivered right to your inbox!

      Thank you for your subscription

      ×