Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

5 aasan steps me jane contact us page kaise banaye

Dosto , ham sab jante he ki blog / website banana bahut aasan he aap kabhi bhi 5 minutes me aasani se apna blog Bana Sakte he .

*read it -Website/blog kaise banaye

aap blog to aasani se bana sakte he lekin ye blogspot par hota he jab aap apne blog ko design karte he to aapko contact us page ki bhi jarurat hoti he.

Contact us page kya hai :-


Contact us page ek yesa page hota he jisse agar koi bhi visitor aapse contact karna chahta he to wo sidha aapse contact kar sake.


Contact us page kaise banaye :-


Contact us page banana bahut hi aasan he aap in steps ko follow kar aasani se apne blog ke liye contact us page bana sakte he.

Step 1. :-  Sabse pahle Foxyform ki website ko open kare .




Step 2.  :-  ab aapke samne ek window open hogi jesa ki screenshot me bataya gaya he, yaha Name , Email , subject jaise option honge aap inko tick kar le.


Step 3.  :- Ab advanced settings me contact us ka form ka color , font color aur size chun le.

Step 4. Target Email Address -

Yaha aapko wo email dalna he jispar aap visitor se batchit kar sake. matlab yaha aapko apni email dalni he.

Step 5. Feel captcha :-

Ab captcha ko sahi se bharke create form pe click kare.

Step 6.  :-    ab ek new window open hogi jisme ek html code hoga , is code ko copy kar blogger me new page banaye.

Step 7.  New page kaise banaye :-



Sabse pahle apne blogger account ko open kare ab pages ko open kare , ab new page ko open kare . Yaha par aap wo html code ko copy kar paste kar de aur fir publish kar de.


Contact us page ko blogger me kaise jode :-



Sabse pahle aapne jo page banaya he uski url copy kar le .
Ab layout me jaye aur add a gadget par click kare. Ab pages ko select kar contact us page ko chune. Yaha pe aapko add url ka option dikhga , yaha par us url ko add karde jo aapne copy ki thi.

Ab aapka contact us page ban chuka he.



This post first appeared on Hindifire - Blogging, SEO, please read the originial post: here

Share the post

5 aasan steps me jane contact us page kaise banaye

×

Subscribe to Hindifire - Blogging, Seo

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×