Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

WordPress Se Footer Credit Link Kaise Remove Kare

My readers Wordpress ke bare me aur ek naya post apke liye leke aya hu.is post me apko batauga ki wordpress themes se footer credit link remove kaise kare.Pehle blogger ke ek post me blogger themse se footer links kaise remove karte hai maine likha tha lekin ajj me apko wordpress ke bare me batauga.

Blogger Me jab hum footer links ko remove karna chahte hai tab hum php code me jake hide nahi tou remove easily kar sakte hai.Blogger ki tarah agor hum wordpress theme ke andor php code me kuch bhi change karna sahenge tou humare blog kam karna bandh ho sakte hai.Lekin aisa nahi ki hum wordpress ke footer credit link remove karna bahut he muskil hai.Me apko bahut he easy process batauga jou apkeliye helpful hoga.

  • 10 WordPress Plugin Jo Apke Blog Me Install Jarur Kare
  • Blog Keliye Best WordPress Theme SEO Friendly

WordPress Template Se Footer Credit Link Kaise Remove Kare

Me ye article isiliye likha hu taki sabhi wordpress blogger ko help ho.Maine Bahut sare wordpress blog me dekha hai ki themes ke andor themes ka website links rehta hai.Sayad isko remove kaise karte hai uske bare me wo blogger ko nahi ate.Me aise sabhi blogger ka problem easily solve kar dunga.Me apko step by step batauga taki app ek ek karke samajh me aye.

Step 1

Sabse pehle apko ek plugin install karna padhega.Us plugin ka nam hai Remove Footer Credit.Tou app is plugin ko apne blog me install kar lijiye.

Step 2

Abhi app apne blog ke home page par jaye aur footer credit links ke upor right click kare.Right click karne ke bad inspect options par click kare.

  • WordPress Sidebar Categories Me Icons Kaise Add kare
  • WordPress Blog Me Google Adsense Ads Kaise Add Kare

Step 3

Inspect options par click karte he apke blog ka HTML code right side me dikhai dega.Waha par app dekh sakte hai apke jou footer links hai wo bule color me show hoga app us links ke upor right click kare.Right click karke copy options par jake Copy Outer HTML se apke footer links ko copy kare.Matlab app jou bhi hide karna chahte hai usko copy kare.

Step 4

Abhi apke Remove footer plugin par jaye waha par apko 2 box milega.App upor box me jou links ko copy kiya tha usko paste karke niche save options par click karke save kar dijiye.Aise app jou bhi footer links hai usko copy karke plugin par save kar dijiye apke WordPress ke footer credit links Hide ho jayega.

  • Hostgator Hosting Par WordPress Install Kaise Kare
  • WordPress Par Free Blog Kaise Banaye in Hindi

Tou dosto wordpress theme me footer credit link Kaise Remove Kare apko iske bare me bahut he asan tarika bataya.Agor app mere is post ko achha loga tou share karna nahi bhuliye.kuch bhi confusion hai tou app niche comment box me jarur comment kare.

The post WordPress Se Footer Credit Link Kaise Remove Kare appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

WordPress Se Footer Credit Link Kaise Remove Kare

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×