Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

EPF Balance Kaise Check Kare? 3 Simple Tarika

Hi readers kiya app apne Epf Balance check karna chahte hai tou app is post ko padhe.Me apko is post me batauga ki apne Epf Balance Kaise check kare?Ajakal sabhi private company apne salary se pf cutting karte hai taki employs ko bad me kuch faide ho.Me bhi ek private company me kam karta hu tou mujhe iske bare me jankari hai isiliye me apko iske bare me batane ja raha hu.

Apne PF account me kitne paise joma huwa hai janne keliye sarkar ne koi sare tarika humare liye banaya hai.Usi tarike ka istamal karke hum apne EPF ka Balance check kar sakte hai.Dosto me apko is post 3 tarika batauga kaise apne EPF Balance check kar sakte hai.Agor app ek tarike me apka kam nahi hote tou app dusere tarika apna sakta hai.Tou chaliye start karte wo 3 tarika kiya hai ?

  • Computer Ki Screen Record Kaise Kare Full Guide
  • PC Software Free Download Karne Ki 10 Sites

EPF Balance Kaise Check Kare

  1. EPF account me paise kitne joma ho gaya hai janne keliye sabse easy tarika hai miscall.Sarkar ne humare liye bahut he asan tarika banaya hai ki agor hum EPF site k ek number par miscall de tou humare mobile par wo message send kar dete hai humare pf account me total balance kitne hai.Lekin Uskeliye apke mobile number EPF site me update hona chahiye.Tabhi app apne Miscall deke apne pf account ka balance check kar sakte hai.Agor apke mobile number register hai tou app is number par miscall dijiye.01122901406
  2. Second hai app apps download karke us apps par EPF balance check kar sakte hai.Uskeliye app google play store me EPF apps ko download karke mobile par install kar lijiye.Uske bad app UNR no aur register mobile no dalke apne PF balance chek kar sakte hai.EPF apps ko download karne keliye is links ko click kare click this links
  3. 2 tarika tou maine bata diya hai agor un 2 tarika apkeliye unhelpful loga tou app is tarike ko apna sakte hai.Yaha par apko apne UNR no pata hona chahiye.Agor apna UNR no pata hai tou apke PF cutting kounsa mahine me kitne cut huwa hai sabhi kuch dekh sakte hai.Uskeliye sabse pehle apke UNR no ko active karna padhega.UNR no ko active karne keliye is links ko click kare,click this llinks.Uske bad us site me jou bhi apko submit karne ko kehte hai sabhi kuch sahi se submit kijiye.
  • Android Mobile Root Kya Hai Iske Faide Aur Nuksan
  • Whatsapp Account Kaise Hack Kare Janiye Hindi Me

Uske bad apke UNR account active karne keliye ek verification code apne mobile number par bhejte hai.Us code ko EPF site me dalke apne account verify kare.Verify hone ke bad apke mobile par apke EPF account ka password bhejte hai.

Password milne ke bad app epfindia.com site par view kare waha par apko E-Passbook ka options milega.App usko click karke apna UNR no  aur password dalke Sign in buttons par click karke account ko open kare.

Apke EPF account open hote he ek code jaisa dikhega,app us par click karna hai.App usme click karte he ek naya windows open hoga waha par apko ek pdf file milega.app us pdf file me apke pf balance aur dusere details bhi dekh sakte hai.

  • Paypal Account Kaise Banaye and Verify Kaise Kare
  • OTG Cable Kya Hai ? USB OTG Cable Ka 10 Faide

Tou dosto EPF site me apna EPF balance kaise chek kare me apko is post me bataya.Me asa karta hu ki apko mera ye post achha loga.Agor ako EPF site ke aur bhi jankari chaiye tou app niche comment box me jarur comment kare.

The post EPF Balance Kaise Check Kare? 3 Simple Tarika appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

EPF Balance Kaise Check Kare? 3 Simple Tarika

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×