Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Aadhar Card Ka Number Verify Kaise Kare


Hello Dosto Aapka Swagat Hai Hamare Hindi Blog Blogging Mistake me

Dosto Aaj Ki Is Post main Hum AAPKO batayenge ke Aadhar Number Ko verify Kaise kare

Aapka aadhar card Chalu Hai Ya Fir Band Ho gaya hai aap Ab Online Chack kar sakte hai

Hal Hi main bharat Sarkar ne kitne e Aadhar card Ko DEACTIVE Kar diya hai

Ab Aap Aapka ya fir apni Family ka aadhar Card online chack kar sakte hai ki aapka aadhar card activated ya Fir DEACTIVE Ho gaya Hai

To Dosto Ye post Bahut Hi UseFull Hai so Aap carefully Read karna or Apana or apani Family Ka aadhar card Online Chack kar lena ki active ya fir DEACTIVE ho Gya Hai ...

HOW TO verify Aadhar card Number

Step 1
Sabse pahele UIDAI Ki Website Open Kare

Step 2
Ab AADHAR service par Click kare

Step 3
Ab Aapko Verify Aadhar Number Par click Karna Hai


Step 4
Aadhar verify par Click Karne ke Bad
Aadhar Number or catpcha code Dalna Hai
Or verify Par Click kar dena Hai


ab aapka aadhar card jo available hain yani deactivate nahi huaa hai to aapko right tick mark karke i mage dikhenga kuch is tarh ka image


ab aapka aadhar verification compailt ho gya hai

to dosto is tarah se aap apane adhar card ka status jan sakte hai

aapka ye hamara post kaisa laga hame comment ki madhyam se jarur bataye or post ko share karna na bhule

                                                                                                   DhanyaWad



This post first appeared on Blogging Mistake, please read the originial post: here

Share the post

Aadhar Card Ka Number Verify Kaise Kare

×

Subscribe to Blogging Mistake

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×