Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Zain ke sim se India, pakistan, bangladesh, nepal me mobile balance kaise transfer kare.

Zain KSA ka sim use karne wale apne ghar desh ke kisi bhi network par Mobile Balance aasani se bhej sakte hai. waise to sabhi desho ke log apne ghar me mobile balance bhej sakte hai. lekin mai yaha par sirf in 4 desh india, pakistan, bangladesh, nepal mai mobile balance transfer karne ke bare me batane wala ho. to chaliye aapko zain ke sim se apne desh me mobile balance transfer karne ke bare me batate hai.

Zain Balance send karne se kuch jaruri bate.

1 - mobile balance send karne ke liye aapke mobile me 10 se 20 riyal hona jaruri hai.
2 - aap min 5 riyal aur max 50 riyal tak send kar sakte hai.
3 - balance transfer koi bonus nahi milega.
4 - aap new sim card me milne wala balance transfer nahi kar sakte hai.

India, pakistan, bangladesh, nepal me mobile balance kaise send kare.

In 4 desho me paisa bejane ka ek hi tarika hai. Bas aapko apna country  code change karna padata hai. Jaise -
India ka country code = +91
Pakistan ka country code = +92
Nepal ka country code = +977
Bangladesh ka country code = +880
Ab aap apne - apne country code dalkar niche diye huye steps ko follow kare.


1 - India, pakistan, bangladesh, nepal me mobile balance bhejne ke liye sabse pahle apna mobile ka Dial pad open kare.

2 - Apne mobile ke Dialpad me ye number (* 111 * county code ke saath Apne ghar ka mobile number * 1 # ) likhkar call ke button par click kare.

3 - call par click karne ke baad ek popup open hoga yaha aapko press 1 key dabakar send ke button par click karna hai.

4 - aap jitna mobile balance bhejna hai. yaha aapko select karna hai. jaise- 6, 10, 20 50 riyal etc. apna amount select karne ke send ke button par click kare.

5 - aapko phir se ek baar aur popup message aayega. aur aapse aapka mobile number check karne ke bare puchecga. agar aapka mobile number sahi hai to send ke button par click kar de.

6 - send ke button par click karne ke baad aapke mobile ka balance cut jayega. aur zain ke taraf se ek conformation massage aayega. jis par likha hoga ki aapka balance successfull send ho gaya hai.



Saudi se releted in article bhi jarur padhe:
Iqama par kitne Sim card ragister hai. Online kaise check kare.
medical insurance ki validity online kaise check kare.
Al Rajhi Bank account phone call se kaise update kare.

Zain KSA Customer care numbers

1 - Customer care helpline = 959
2 - Check balance = *142#
3 - Check internet ( data ) balance = Apne mobile ke massage box me capital latter me ( BC ) likhkar 959 par send kar de. zain kuch sec me message ka reply me karke aapke internet data ka balance bata dega.


I hope aapko ye article Zain KSA se india, Pakistan Bangladesh Nepal me balance kaise transfer kare. pashand aaya hoga. agar aapko kuch puchana hai to comment karke puch sakte hai.



Ise bhi padhe:
Apne iqama ko kaise online check kare.
Apne company ya kafeel ka color online kaise check kare.
Apna fingerprint ka update online kaise check kare.
Exit/Re-entry visa ka status online kaise check kare.



This post first appeared on Latest Tech Gyan, please read the originial post: here

Share the post

Zain ke sim se India, pakistan, bangladesh, nepal me mobile balance kaise transfer kare.

×

Subscribe to Latest Tech Gyan

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×