Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Best Home Remedy For Dandruff

Hair Dandruff is very common which results in painful itching and this problem is not limited to women but men also face it and use new shampoos to avoid it. ۔ But why does it happen? This is usually due to poor hair care or skin problems.

Experts often blame poor diet for dandruff. According to experts, foods rich in fatty acids such as olive oil are excellent for protecting hair from dryness.

Vitamin B-rich foods such as oatmeal, rice, eggs and bananas are also beneficial.

A simple but interesting tip to get rid of dandruff that is offered. Aspirin is a medicine full of ingredients (salicylic acid) which are part of most dry shampoos.

Grind two aspirin tablets into a powder and add as much shampoo as you can to the scalp. Leave this mixture on your hair for one to two minutes and then wash it thoroughly, then wash your head with a simple shampoo and you will be amazed at the effect.

Khushki Ka Ilaj


Sar mein khushki bohat aam hoti ha jis ka natija takleef deh kharish ki shakal mein nikalta ha aur ye masla sirf khawateen tak mehdood nahi balke mard hazrat ko bhi is ka samna hota ha aur is se bachne ke liye nit naye shampoos ka use karte Hein. Magar ye hoti kiyoun hein? Aam tor par is ki waja balon ki safai ka ziyada khayal na rakhan ya skin problems hote hein.
Mahireen to aksar khushki ka bai's naqis ghiza qarar dete hein. Mahireen ke mutabiq fatty acids se bharpoor ghizayen jese olive oil waghera balon ki khushki se bachane ke liye behtareen hein.
Isi tarah Vitamic B se bharpoor ghizaen jese dalya, chawal, anday aur kelon ka istemal bhi faidamand hota hai.
Khushki se nijat ke liye sada magar dilchasp totka jo ke peshe khidmat ha. Aspirin aese ajza (Salicylic Acid) se bharpoor dawa ha jo beshtar khushki se nijat dilane walay shampoos ka hissa hote hein. Aspirin ki 2 medicines ko pees kar safoof ki shakal dein aur sar par lagane ke liye jitna shampoo lete hein is mein shamil kar lein. Is mixture ko apnay balon par 1 se 2 minute tak laga rehne dein aur phir achi tarah dho lein, Iske baad phir sada shampoo se sar ko dhoyen aap iska asar dekh kar heran reh jayengay.



This post first appeared on Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti, please read the originial post: here

Share the post

Best Home Remedy For Dandruff

×

Subscribe to Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×