Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Mede Ki Garmi Or Kharabi Ki Waja Se Moo Se Smell Aana

Mede Ki Garmi Or Kharabi Ki Waja Se Moo Se Badboo Aana

maiday ki Garmi or kharabi ki waja se moo se badboo aana
muh se Smell aana
how to get rid of smell from mouth

Ingredients:
Naram or pakay hue amrood beej samet
1 pao doodh ubal kar thanda kar lein
Podina ke chand pattay dho kar saaf kar lein

Method:
Teeno ajza ko blender may daal kar thori si cheeni daal lein or milk shake tayyar kar lein. Sardio may dupehar ke time khali pet use karein or garmio mein ise nashtay se aadha ghanta pehle use karein. Purani qabz, mede ki garmi or kharabi ke liye bohat mufeed ha 15 se 20 dino ke istemal se aap ko faraq nazar aana shru ho jayega.




This post first appeared on Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti, please read the originial post: here

Share the post

Mede Ki Garmi Or Kharabi Ki Waja Se Moo Se Smell Aana

×

Subscribe to Islamic Knowledge, Rohani Ilaj, Health & Beauty Ti

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×