Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Ehsaas (In Hindi)

Chaahat ho Yaan Phir kahaavat,
Ehsaas bina;
Inke kuch maayine nahin.

Waqt ho yaan phir paise,
Ehsaas bina;
Dono ke koi mol nahin.

To aakhir kya Hain ye ehsaas ?
Ye toh main nahin jaanta....

Sirf ek hi savaal hain mere mann mein,
Kya "ehsaas" ko ye ehsaas hain ki
Humein uski itni pyaas hain???

P.S. (As usual) Inspired from the works of Farhan Akhtar.  :)



This post first appeared on Creating A Niche' In A Cliche', please read the originial post: here

Share the post

Ehsaas (In Hindi)

×

Subscribe to Creating A Niche' In A Cliche'

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×