Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa, Dua Aur Tarika

Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa

Aap sabhi hazrat aur khwateen ka istaqbal karta hoon. Hamari aise bahut si majboor behne hai jinhe aapne Shohar se koi bi baat manwana na mumkin ya fir tedhi kheer lagta hai. Aise me bahut si behno ko hamesha apni zuban band kar ke hi zindagi guzarni padti hai aur apni baatein mann me hi rakh kar ghootna padhta hai. Aise khwahishon ko bar bar marna aapko andar se bahut mayoos, udas aur dara hua kar deta hai.

Islam me biwi ko shohar se aapni jaiz khwahishein manwane ka pura haq hai aur iske liye aap chahe toh shohar ko razi karne ka wazifa bi padh sakti hai. Isliyein, Hamare Molvi Abdul Rihab Sahib, un sabhi behno ko jo apne shohar ya husband ke agein harr jati hai, sabse umda shohar ko razi karna ka wazifa dena chahtein hai. Iski madad se beshak aapki zindagi me behtari aur khushiyan ayengi.

Shohar Ko Razi Karne Ka Tarika

Hamare alim sahib se kayi baar kayi majboor behno ne shohar ko razi karne ka tarika batane ki darkhwast ki aur unke batayein huye tarike ne kayi aurton ki madad bi ki, isliye hum ye shohar ko razi karne ka tarika aj aapse baatna chahtein. Ye bahut hi qawiun aur asardar hai, isliye isko karne se pehle maulana sahib se ek martaba ijazat zarur le lein.

Husband Ko Razi Karne Ki Dua

Allah bahut bada hain, wo aapko mayoos nahi rehne dega par shart hai ki aapko un se dua mangni hogi aur sahi dhang se mangni hogi. Aisi koi cheez nahi jo Allah Subhan Wa Taalah ke hukum ke bina apke pass aajayein. Isliye, din raat ro kar aap apne husband ko razi karne ki dua maange se pehle Rab ko razi karein; jab Khuda razi toh sab razi.

Shohar Ko Razi Karne Ki Dua

Shohar ko razi karne ki dua – Waa Al Fa Bay Na Kulu Bee Him Lau An Fak Taa Maa Fee Allar Zee Jamee An Maa Al Futa Bay Na Kulu Bee Him Wala Kina Alla Halfa Bay Na Hum An Tu Aazee Zur Hakeem.

Ye shohar ko razi karne ki dua ko aam na samjhe, ye bahut hi qawiun hai aur iska asar kafi takatwar mana jata hai. Isko kam az kam aapko 15 martaba padh ke ek glass pani ya dudh me dum karna hoga. Awaal wa akhir aapko durood shareef bi padhni hogi (3 martaba). Isko dum kar ke apne shohar ko us din pilaye jab aapko unse koi baat manwani ho. Allah ne chaha toh insha Allah, aapke shohar aapko mana nahi kar payegein.

Agar aap apne shohar ke mijaz me narmi chahti hai aur chahti hai ki wo aapki har baat ko tawaajjo de, toh fir aapko hamare molvi sahib se mil kar ya email kar ke ya call ya comment pe apne shohar ki harkatein batani hogi taki wo apko apke shohar ke nature ke mutabik sabse awaal aur betareen husband ko razi karne ki dua aur wazifa bata sakein. Insha Allah, sahi wazifa milte hi ap turant usko padhe aur kuch hi dino me fark mehsoos karein, Ameen!



This post first appeared on Lost Love Wazifa, please read the originial post: here

Share the post

Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa, Dua Aur Tarika

×

Subscribe to Lost Love Wazifa

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×