Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Nikah Ke Liye Istikhara Ka Tariqa – Nikah Ke Istikhara Ka Tarika

Nikah Ka Istikhara

Har insaan ko apni shadi ka armaan hota hai. Wo chahta hai ki uski shadi humesha achi rahe aur uski hone wali biwi ya shohar uska khayal rakhe. Lekin koi bhi insaan ye nahi janta ki aage kya hone wala hai. Jo rishta uske liye aya hai wo uske liye aage jakar acha sabit hoga ya nahi. Agar aapke liye koi rishta aya hai aur aap ye jaan na chahte hai ki wo ladki ya ladka apke liye kaisa sabit honge toh aap nikah ka istikhara kare. Jab aap istikhara karenge toh Allah Subhana Wa’ tala jo ki hum sab ka nigeh baan hai aapki madad karega aur aapko ishare de dega ki apko is mauzu mein aage badhna chahiye ya nahi.

Nikah Ke Liye Istikhara

Nikah ke liye istikhara karne se aapke samne us shaks ki asliyat ajati hai jiski shadi aapse hone wali hai. Aap poori paaki aur imaandari se nikah ka istikhara kare aur aapke samne kuch hi waqt mein natija ajayega. Aapko pata chal jayega ki jis rishte ke liye aap koshish kar rahe hai wo aapke liye thik bhi ya nahi. Agar koi rishta aapke liye ata hai toh aapko turant han nahi karni chahiye.

Balki, aapko waqt lena chahiye aur humare molvi sahib se nikah istikhara ka tarika jaan na chahiye. Molvi Abdul Rihab Sahib ko is bare mein khasa ilm aur tajurba hai aur wo aapke liye is istikhara ko badi asaani se kar denge. Aap bas unko apna naam aur jinka rishta aya hai unka aur unki waldain ka naam bata de aur wo 2 -3 din mein iska natija bata denge.

Nikah Istikhara Ka Tariqa

Kayi baar insaan pareshan hone lagta hai kyuki usko samajh nahi ata ki wo kisi ladke ya ladki pe apni poori umar ka bharosa kaise karle. Aap sirf Allah Talah ki zaat pe akeeda rakhe aur nikah ke liye istikhara kare aur jo bhi istikhare ka jawab mile usko Allah Subhana Wa’ tala ka hukm maan kar aage badhe. Insha Allah, aapko poori zindagi kabhi koi pareshani nahi ayegi.

Aap molvi sahib se nikah istikhara ka tariqa bhi pooch sakte hai. Aap jab tafseel se poora majra batayenge toh wo aapko poora tarika bata denge aur aapki isko karne mein madad bhi karenge.

Nikah Istikhara Ka Tarika

Nikah istikhara ka tarika yaha diya hua hai:

Aap is tarike ko Fajr ya Asar ki namaz ke baad kare. Aap “Alhamdo Shaeef” ko Saratal Mustakeem tak 11 martaba parhe. Phir Durood Shareef 11 martaba parhe aur nikah istikhara ki dua parhe. Uske baad Durood Shareef phir se 11 martaba parhe

Aur apne maqsad ke liye dua kare. Insha Allah, 7 din ke andar andar aapko raat mein iska khwab ayega aur aapko apne sawalaat ka sahi jawab mil jayega.

Aap agar apne mile huye jawab se mut mayeen na ho toh aap Molvi Abdul Rihab sahib se bhi nikah ke liye istikhara karwa sakte hai. Insha Allah, wo aapko itminaan baksh jawab denge aur aapko sahi rasta chunne mein madad milegi.

Nikah istikhara ka tariqa asaan hai aur isko har wo shaks zaroor kare jiski shadi hone wali hai taki unki shadi kamyab ho.



This post first appeared on Lost Love Wazifa, please read the originial post: here

Share the post

Nikah Ke Liye Istikhara Ka Tariqa – Nikah Ke Istikhara Ka Tarika

×

Subscribe to Lost Love Wazifa

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×