Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Adnow Kya Hai or Adnow Se Paise Kaise Kamaye

Adnow Native Advertising  Hello Friends Aj Ki Hmari Ye Post Create Adnow ads  ke bare Me He or adnow review Account Kaise Banaye Ye Bhi Batane Wala Hu agar ap Blogger He To Sayad Ap bhi Pese Kamana chahte hoge or Apko Pata hoga Ki Blog Se Paise Kamane Ke Lite Ads Ki Jarurat hoti he Kyu Ki Visitor dwara ads Par Click Karne par hi hmari earnings hoti he.  Aj Me Apko Ad-now Kya He Or adnow push Se Peise Kese Kamaye iski Puri Jankari Batane Wala Hu.

hm sab online earning karna chahte hai or iske liye hm kai tarah se work bhi karte hai par kai bar hme work karne ke paise nahi diye jate jo ki ek tarah ka fraud hai ap online kaam karte hai to ese log ya bahut si company apko mil jayegi par adnow review me esa nahi hai kyu ki ye ek trusted compan hai jo ki apko apke work ke hisab se payment bhi deta hai aj hm apkoisi ke bare me jankari dene vale hai.

  • PayTm Se Paise Kaise Kamaye?
  • Google Se Paise Kaise Kamaye? Google से पैसे कमाने के तरीके
  • Facebook Se Paise Kaise Kamaye? (Daily $50 Income)
  • Uc News Se Paise Kaise Kamaye ( Per Day 3500/- )
  • Paise Kamane Wala App : घर बैठे Apps से पैसे कैसे कमाए

Adnow Native Advertising Kya He

Adnow Native Advertising  Ek Advertising Company He Jo bloggers Ko Ads Provide Karwati he Or Par Ads Click Ke Peise Bhi Deti he Ye Ek Trusted Company he Iski Suruaat 2015 Me hui thi par Bahut Kam Time Me Is Company Ne Apne Network Ko Kafi Badaya He. Iske Ads AdSense Ki Tarah hote he. AdSense ke bad Ad-now World Ki Sabse Badi Advertising Company he or iske Ads Ap Kahi Bhi Laga Sakte he.

Adnow Payment

Jyadatar blog ye soch ke us company ko join Karte he Ki vo Company 1 click ke jyada Pese deti he or is vajah se vo khafi mehnat Karte he par kai bar payment dene ke Wakt Company unka Account Block Kar Deti he Or Isse Hacking Ka Bhi Khatra Rahta he.

Par adnow push Me Esa Nahi He Ye Company India Me Suruaat Me Par Click Ke 0.01$ pay Karti he Or Iska Payment 5$ Hone Par Aap Le sakte he or isme Apko Full Security Milti he Or Apka Payment Bhi Is me Safe Rahta he.

Adnow Se Paise Kaise Kamaye

Agar Ap Blogger he or Apke Blog Par 1000-1500 Views Par Day He To Ap Ad-now Se Kafi Acchi Earning Kar Sakte Ho or Agar Apke Blog Par Page Views Kam He To Bhi Ap Iske Ads Laga Sakte Ho Or Jab Apke Page View 1000-1500 Ho Jayege To Ap Par Day 10-15$ Aaram Se Kama Sakte Ho Jo Ki India Me 600-1000  Rupay Tak Ho Sakte he Par Isme Acchi Earnings Ke Liye Apki Blog Par Page Views Hone Jaruri he Tabhi Ap Isme Acchi Earning Kar Paoge.

1. Visit Official Website

Sabse Pahle Apko Iske Liye Ad-now Account banana Hoga, New Adnow Account Banane Ke Liye Niche Link Par Click Kare.

Adnow Create Account

2. Click Sign up

Ab Ap Adnow Ki Website Par Pahuch Jayege Vaha Par Ap SING UP Par Click Kare Or Apni Details Dale or Badme Submit Par Click Kare.

  • Name – Isme  Yaha Apka Name Dalna He
  • Email I’d – Isme Apki Mail I’d Dalni He
  • Language – Language Select Kare
  • Password – Apni Pasand Ka Password Dale
  • Confirm Password – Vapis vo hi Password Dale
  • I Accept and agree to all of the Terms of Condition – Ispar Click Kare
  • SUBMIT – Ab Ispar Click Kare

3. Confirm

Ab Apke Mail I’d Me Ad-now Ka Ek Massage Aayega Usme Ek Link Hogi Uspar Click Kare Isse Apka Account Active Ho Jayega.

Adnow Payment Kaise Karta Hai

Adnow Ka Payment Miniman 5$ Hone Par Ap Le sakte He.

  • PayPal – 5$
  • Wire – 200$
  • Webmoney – 5$
  • E-payment – 20$

ye sabhi alag alag payment method hote hai kiske dwara ap alag alag tarike se Jaise chaho vaise payment receive kar sakte hai or iske liye minimum  payment bhi hmne apko bataya hai utna payment hone ke bad ap apna payment receive kar sakte hai.

Adnow Me Website Add Kaise Kare.

ab hm apko adnow me website add karne ke bare me bata rhe hai jisse ki ap bahut hi aasani se isme website add kar ke paise kama sakte hai.

1 Login Account

Sabse Pahle Ap Apni Mail I’d or Password Daal Ke Adnow Native Advertising Me Log In Kare.

2 Add Site

Log In Karne ke Baad Apko Add Site Ka Option Dikhega Uspar Click Kare.

3. Enter Website Details

Ab add Site Par Click Karoge To apke Samne New Page Open Hoga Usme Apko Apne Website Ki Details Dalni He.

4 Click Terms and condition

Ab Terms of Conditions par Click Kar Ke Submit Par Click Kar Dijiye.

Ye saari setting Karne Ke bad aapka Ad-now account 48-72 hours Ke under approval ho jayega or badme ap ads Bana Ke blog par Laga paoge or acchi earning Kar Paoge.

  • Sharechat App से प्रतिदिन 6000/- रूपए कैसे कमाए
  • गैस सब्सिडी ( GAS Subsidy ) कैसे देखते है
  • पैसे कैसे कमाए पैसे कमाने के सबसे आसान तरीके
  • PUBG में Royal Pass कैसे ख़रीदे बस 5 मिनिट में
  • WhatsApp Se Paise Kaise Kamaye 

is article me hmne apko adnow push ke bare me jankari di hai ki adnow review kya hota hai or isse Paise Kaise kamate hai hme ummid hai apko ye jankari pasand aayi hogi agar ap iske bare me saval puchna chaho to ap hme comment kar sakte hai or jankari acchi lage to isko social media par share bhi jarur kare taki dusre logo ko bhi iski  mil sake.

The post Adnow Kya Hai or Adnow Se Paise Kaise Kamaye appeared first on PMO योजना.



This post first appeared on Help Guru Group, please read the originial post: here

Share the post

Adnow Kya Hai or Adnow Se Paise Kaise Kamaye

×

Subscribe to Help Guru Group

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×