Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Ghalib Ke Sher | Aashar-e-Ghalib | Mirza Ghalib Poetry | Mirza Asadullah...


Mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur marne kā 
Usī ko dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle 

मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का 
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले 
------------------------------------------------------------------------
Maiñ ne majnūñ pe laḌakpan meñ 'asad' 
Sañg uThāyā thā ki sar yaad aayā 

मैं ने मजनूँ पे लड़कपन में 'असद' 
संग उठाया था कि सर याद आया 
------------------------------------------------------------------------
Karne gaye the us se taġhāful kā ham gila 
Kī ek hī nigāh ki bas ḳhaak ho gaye 

करने गए थे उस से तग़ाफ़ुल का हम गिला 
की एक ही निगाह कि बस ख़ाक हो गए 
------------------------------------------------------------------------
Kab vo suntā hai kahānī merī 
Aur phir vo bhī zabānī merī 

कब वो सुनता है कहानी मेरी 
और फिर वो भी ज़बानी मेरी 
------------------------------------------------------------------------
Aadhi raat ha ab wahan koi nahi hoga
Aao Ghalib us ki dewar choom aate hain

आधी रात है अब वहाँ कोई नहीं होगा
आओ ग़ालिब उस की दीवार चूम आते हैं
------------------------------------------------------------------------

If you like the poetry, quotes and my channel please do like, share, comment and subscribe. 

Royalty Free Music from melodyloops.com : Cosmic Dream

My blog: https://tamasha-e-zindagi.blogspot.com
Facebook: https://www.facebook.com/tamashaezindagi
Twitter: https://twitter.com/tamashaezindagi
Instagram: https://www.instagram.com/rastogi_tushar


#parkerfrontier #parkerquinkink #mirzaghalib #romusmajesticcutnibfountainpen #dollar717iqalam #fountainpen #camlinsd #fountainpenaddict #royalblueink #blackink #ghalibkesher #aashareghalib #asadpoetry #mirzaasadullahbaigkhan #mirzaurdushayari #mirzaghalibbest #ghalibkamaal #ghalibkerumanisher #ghalibshayaristatus #mirzaghalibpoetry #mirzaghalibshayariwhatsappstatus #mohabbatmeinnahihai #majnu #nigah #kahani #zabani #raat #deewar


This post first appeared on तमाशा-ए-जिंदगी, please read the originial post: here

Share the post

Ghalib Ke Sher | Aashar-e-Ghalib | Mirza Ghalib Poetry | Mirza Asadullah...

×

Subscribe to तमाशा-ए-जिंदगी

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×