Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Top 10 Technology Hindi Blog And Blogger | Indian Hindi Technology Blogs

Jab Se Google Adsense Ne Hindi Language Ko Ads Ke Liye Enable Kiya Hai Tab Se Hind Blogger Ki Shankhya Me Kaafi Teji Se Badotari Ho Rhi hai.  Blogging Ko Kuch Younger Future Income Ke Saurce Ke Rup Me Dekh Rhe hai. Aur Kuch Sirf Apne Hobby Ke Liye Karte hai. Ye Bhi Baat Sahi hai Agar Apne Hobby Ke Sath Agar Income bhi Hoti hai to Isse Badhiye Kya hoga. Technology Blogs Ki Baat Ki Jaye to Blogger Apne Blogs Par Koi Na Koi Information Communication Tips , Technology Tips And Tricks , SEO , Blogging Aur Bahut Se Blog Technology Information Share Karte hai. Is Article Me Hum Kuch Indian Blogger Ke Baare Me Aur Unke Blogs Ke Baare Me Jaanne Ki Koshish Karenge. 

Top 10 Hindi Tech Blogs in India
Jaisa Ki App Jante hai Ye Blog Bhi Hindi Technology information Se Related hai.


Ye article Har mahine Update Hoga [Last Updated : April. 2016]

Top 10 Hindi Tech Blogs In India


  1. Hindi Me Help: Agar App Blogging Ke field me New hai To  Ye Naam To Apne Suna Hi Hoga. Rohit Mewada Dwara 20-Feb-2015 Ko Launch ki Gyi Hindi me Help Blog Ko Dusra Saal  Chal Rha hai Inke Experience Ye Apne Visitors Ke Sath Share Karte hai. Blog SEO , Internet , Online Earning , Tips And Tirck Ke Liye Ye Blog Accha hai.
    Rohit Mewada Ji Bhopal Ke Rahne wale hai.
    Hindi Me Help Ki Alexa Rank Globally 34058 , Indian 3013 Present Me hai. Ye Monthly update hoti Rahegi.
    Agar Inki Income Ki Baat Ki Jaye to Hum Apko Bata De Inki Ek Post Me Inhone Bataya Tha Ki Inki Income 6 Digits Yani 1,00,000 Rs. Se Uper Ki Hoti hai. Par Rohit Mewada Ji Ne Ye Income Report Kabhi Share nhi Kiya
  2. Support Me India : Blog Ka Domain Naam Hi Bahut Uniq hai. Support me India ko 17-July-2015  ko Jume Deen Khan ji Ne Launch Kiya. Jo Ki Rajasthan Alwar Se Belong Karte hai. Support me india Ka Purpose Hindi me Logo Ki Madad Karna hai. Is Blog Par Online Earning, Internet Tips And Trick, Communication Information , Share Karte hai. Jis Hard-work se Ye Blog Top Par Or Alexa Rank Par Aa Rha hai Us Hisab se Ye Hindi Me Help Blog Ko peeche Chhod Sakta hai.
    Support me India Ki Alexa Rank Ki Baat kare To Globally 39260 Or India Me 2714 hai.
    Jo New Blogger Apne domain Name Me Tech Word Ka Upyog Karna chahte hai Unke Liye Ye Domain Naam Ek Example Ke Rup me hai.
    Inki Ek Khass Baat Ye hi Ye Apne Visitors Ko Apni Monthly Earning Report Share Karke Motivate Karte hai
    Income Report Me Inki March ki Total Income : 78500 Rs. hai.
  3. Shout Me Hindi : World Ke Faimous Blogger Harsh Agrawal Ne Blog 15 June 2015 Me Indian Blogger Ke Liye Banaya Tha. Jo Blogger apne Blog Field ko Ek Business Field me Convert Karna Chahte hai Unke Liye Ye Blog Kaafi Madad Kar Sakta hai.
    Alexa Rank Globally 77425 aur India Rank 9092 hai.
    Harsh Agarwal Apni Income Report Shoutmeloud.com Par Regular Share Karte hai Jo ki Ek New Blogger Ke Liye Bahut Motivational Article Hota hai.
  4. Vikas Plus : Ye Blog Ek Good Design Ke Sath Hindi Me Logo ki Help Karta hai. Is Blog Ke Admin Nikhil Aroara Hai Jo Ki Saharanpur Se Belong Karte hai. Vikas Plus Blog Ki Traffic Bahut hai. Alexa Rank ki Baat Ki Jaye to Globally 108415 Aur India Rank 9634
    Aur Blog Ke Admin Dwara Income Report clear nhi Ki gyi hai.
  5. My Big Guide :Is Blog Par Hindi Me Bahut Saari Tricks And Tips Di Gyi hai. Iske Owner Abhimanyu Bhardwaj hai. Iski Alexa Rank Gloablly 1,11,133 Aur India Me 11751 hai. Blog Me Design Bhi Bahut Sunder Kiya Gya hai. Inki Income Report Bhi Clear Nhi Hua ki Kitni hai.
  6. KaiseKare.in: Ye Blog Bhi Tips Suggestion ke Sath Tech Blog Bhi Ban Chuka hai. Online Earn Money Se Leker Blogging Tak Ki Kuch tips And Trick Is Blog Par Share Ki Gyi hai Is Blog Ke Owner Ke Baare Me Jaankari Nhi Mil Payi hai. Alexa Rank Gloablly 92769 And Indian Rank 5966 hai.
  7. Guide 2 India: Indian Tech Blog Ki List Me Guide 2 India Ko Bhi Shamil Kiya Gya hai. Is Blog Par Behtreen Tips Share Ki Gyi hai Jo Normal Person Ke Liye Jaruri hai. Is Blog Par motivation Quotes And article bahut Share Kiye Gye. Guide 2 India Ki Alexa Rank Globally 173842 Aur Indian Rank 16736 hai. Jo ki Blog Ki Quality Ko Bayan Karta hai
  8. Tech And Tweet: Indian Tech Blog Me Ye Blog bhi Raftaar Pakad Rha hai. Lalit Banjara ( Live in  Seoni Chhapara, Madhya Pradesh, India) Ne Blog 18-Sept. 2015 Ko Hindi me Madad Karne Ke Liye Banaya Tha. Ye Blog New blogger Ke Liye Aur Unhe Motivate Karne Ke Purpose se Banaya Gya hai.
  9. My Help Blog : My Hindi Blog Ke Owner Amit Ji Ne Ye Blog Wordpress Bloggers Ki Help Ke Liye Banaya hai. Is Blog Me Apko Domain , Internet , Ecormmerce Jaise Category ki Post Milegi. Is Blog Ki Alexa Ranking Globally 224314 Aur Indian Rank 21537 hai.
  10. Computer Duniya : Smartphone tech  Aur Photoshop Learning Ke Liye Ye Blog Bahut badhiya hai. Iske Owner Mayank Bhardwaj Hai. Is Blog Ke Article Kaafi Quality hai. Blog ki Alexa Rank Ki Baat Ki Jaye to Globally 184900 Aur Indian Rank 17854 hai.
Toh Friends Ye Kuch Indian Tech Hindi Blog hai. Mene Blogger Ko Personally contact Kiye aur Ye Report Taiyar Ki hai. Ye Post Har Month update hota Rahega..
Meri Chahunga Ki Is post me App Har Blogger Ki Income Report Jaano Par Jo report mujhe milegi Me isme Update Regular Karta Rahunga..

Agar app Bhi Blogger Ho Aur Apko Bhi Lagta hai Apka Blog Bhi Top 10 List Me Aa Sakta hai. Jo app Comment Ke Jariye Bata Sakte hai..

Apko Ye Top 10 Hindi Blog ( Tech) Kaisa Laga.. Please Jarur Batayega


This post first appeared on My Hindi Help, please read the originial post: here

Share the post

Top 10 Technology Hindi Blog And Blogger | Indian Hindi Technology Blogs

×

Subscribe to My Hindi Help

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×