Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

TOP 5 Application for Smartphone Camera And Selfie (Killer Application )

Hi Dosto, Agar Ap Smartphone User Hai Aur Apke Smartphones ka Camera se Jo Photo Click Kiye hai Aur Click Karne Ke Bad Image Quality me Kuch Accha Response Nhi Milta hai to Ye Post Apke Liye Hai. Camera Me New application Ki madad Se App Kuch Esa kar Sakte hai  Jo Apke Digital Camera Nhi De sakte hai. To Ajj Hum In Application Ke Baare Me Janenge Aur Inki Khusbhiyo ke sath install Karna btayenge.

Top 5 Camera Apps For smartphones

Ye Bhi Padiye: Smartphone Ki Battery Save Ka Best Tarika
  1. Instagram: Bahut Se Iphone User Ke Liye Photography Apps ki duniya Instagram Se Shuru Hoti Hai. AUR Instagram Par hi Khatam hoti hai Kyu ki Iska karan Instagram Ke Features hai. mostly Instagram Ka upyog 2 type ke Kaam me kam aata hai. App Iski madad se Photography me Effects Daal sakte hai. Kyu ki Instagram Feature Me Effect Ke Bhandar hai. Aur Unhe Social Networking Sites par Easily Share Kar sakte hai. Iski Madad se Photo ko Filter Bhi Kar Paate hai. Aur Kuch Application Me Photo Lene ke Bad Effects Apply kiye Jaate hai Par Instagram Me photo Khichte Waqt Effects Apply Kar aur Unique Effects me Awesome Photo Liya Jaa sakta hai. Google Play Store Se Ise 29 Lakh Se Jyada Logo Ne Download Kiya hai.

    Ye Bhi Padiye: Smartphone Ki Screen Kaise Record Karte hai
  2. Little Photo :- Android User ke Instagram Ki Koi Official Application To hai. Esi Ke Sath Ese Bahut Viklp hai Jo Isi Tarah ki Suvidha Dete Hai. Iske liye Littile Photo Ek accha Application hai. Ye Same Instagram ki Tarah Effects Daalne Me Madad Karta hai. App Apne Hisab se Effects Chunkar Aur effects ke Sath Mixing Kar Sakte hai. Agar App Android User Hai to App Ise Download kar Sakte Hai. Is New Application Lagbhag 1-2 MB Ka hi hai.
  3. Auto Painter :- Iske Application Feature Bhi Kaafi Acche hai. Ye apki Photographs ko Classic canvas Art Me Badal Deta Hai Aur Iska Accha Upyog Karne Par Apki Image Art Ke Master Peace me Badal Sakte Hai . Is Feature Se Painting Me Image convert Karna Bahut Famous hai. aur Images painting Effects Apply karne Bad Koi keh nhi Sakta ki ye Effects Ka Kamal hai.
  4. Photoshop Express :- Jyadatar Logo Ke Liye ye software Image Editing Ke Liye Bahut Upyogi hai aur Ise Upyog Bhi karte hai. Aur Iska IOS aur Android Version Bhi available hai. isme app Photo editing ke liye crop , Colours , Text Etc. ki Editing Bakhubhi Kar Sakte hai. Ye app un logo ke liye best hai jo image me  Jyada editing ni karke Simple Image Par Apna Normal Editing Control Rakhna Chahte hai.

    Ye Bhi Padiye: Smartphone Se Paise kaise Kamate hai.
  5. Picsart: PicArt Ka naam To har Smartphone User Ne Suna Hoga Kyu Ki Har Normal Smartuser Is App Ko Jarur Download Karta hai , Ye Best Android Apps For Camera Ke Liye hai. Jo Ki Image Me Editing , Croping , Effect Ke Sath Bahut Se Feature Available hai.
To In 5 Apps Har Smartphones Ke Liye Upyogi hai. Agar App Apne Smartphone Ke Hisab Se In Application ka Upyog Karte hai To Am Sure That You Will Satisfied with This Article
Umeed Karta hu ye Article Apko Pasand Aayega Aur Share Jarur Karenge,

Thanks for Reading,, Have A Nice Day. 


This post first appeared on My Hindi Help, please read the originial post: here

Share the post

TOP 5 Application for Smartphone Camera And Selfie (Killer Application )

×

Subscribe to My Hindi Help

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×