Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Top 5 Video Calling APPS for Smartphones | Smartphones Video Calling Applications

Hi Dosto, Pichle Post Me Mene Bataya ki Smartphone Camera ke Liye top 5 Apps Konse hai Jo Camere Ke Quality ko Behtar Bana Sakte hai. Aur Is Post Me Me Apko Best Top 7 Video Calling Apps Ke Baare Me jaankari Dunga. Kisi Jamane Me Mobil Bhi Nhi Hua Karta Par Ab Technology Bahut Develop Ho Chuki hai. Voice Call Se Lekar Video Calls Tak Ki Facility Internet Par Available Hoti hai. Phele Video Call Computer Ke Dwara Ki Jaaya Karti Thi. Par Ye Normal Smartphone Ke Dwara Har Koi Vyakti Kar Sakta hai. Yaha Par Me Apko Best 5 Application For Video Call Ke Baare Me Bataunga


Ye Bhi Padhiye : Smartphone Ke Camera Ke Liye Best 5 Apps
Ye Bhi Padhiye: Smartphone Se Paise Kaise Kamaye

Top 5 Video Calling Free APPS for Smartphones:
  1. oovoo: oovoo Ek Bahut acchi Smartphones Application hai. Jiske Dwara App Text Chat , Vedio Chat Kar Sakte hai. Ye Application Android Aur IOS Plateform Ke Liye Available hai. Isse Computer Par Windows And Mac Plateform Par Operate Kiya Jaa Sakta hai. Oovoo Apps Me App Group Video Ki Facility ka Majja Le Sakte hai. Jisme Highest 12 People Ke Sath Video Calling Ki Jaa Sakti hai. Low Speed Connect Par Bhi Ye oovoo Application Acchi Video Quality Ke Sath Work Karta hai. OOVOO App Ka Koi Charge Nhi hai Ye Bilkul Free OF Cost hai Mera Experiance Kahta hai Ki Apko OOVOO App Jarur Install Karna Chahiye, Jisse App Bhi oovoo Ka Maajaa Le Paye,
    OOVOO APP
  2. Skype: Skype Ke Baare Me to Sab ne Suna hoga kyu Skype Bahut Purana Video Calling And Text Chatting Software hai. ab Ye Bahut Video Calling Ke Liye Bahut Popular Software Ban Chuka hai. Iske Liye Apko Skype Ke Website Par Jaakar Ek Account Create karna Padta hai. App Isse Android Mobil Me Download bhi Kar Sakte hai. Skype App ki Latest Android Version Kaafi Acchi hai. Isme Video Calling and Text Chating Bilkul Free hai. Skype Back-ground Running application hai jo Apko Text ya Call ki Notification provide Karati Rahti hai. App Is Skype App Ko Yaha Click Karke Download Kar Sakte hai
    Skype Application For Video Call

  3. Viber: Ye bhi Video calling and Text Messaging Ke Best Application hai.  Voice Call and Video Call ki HD Quality Me Ki Jaa Sakti hai. Isme Whatsapp Ki Tarah Group Create Kiya Jaa Sakta hai Aur Participate 200 Member Kar Sakte hai. Ye Windows Platform Ke Liye Bhi Available hai. Isme Kuch Advance Facility Bhi hai . Jisse Ek baar Apko Try Jarur Karna Chahiye, Viber App Download Karne Ke  Liye Yaha Click Kijiye
    Viber App For Video Call

  4. Tango: Free Video Call and Text Chat ke Liye Tango App Bhi Bahut Famous hai. Iski Acchi Speed Video Aur Audio Quality Awesome Ho Jaati hai. Jiska Experiance Accha hota hai. Smartphone Me Aur Tablet Me App Is Application Ko Download Kar Sakte hai. Jo Bilkul Free hai. Isme Kuch Fun Create Karne Ke Advance Feature Available hai. Jo Apko Actractive Karte hai. Android Version Tango Appplication Download Karne Ke Liye Yaha Click Kijiye
    Tango Video Call Application

  5. IMO: Ye Ek new Application hai. Jisne Apne Feature Aur quality Ke Adhar Par Google Play Store Me Acchi Rank Banai hai. Bahut hi Kam Speed Yani 2G Ki Speed Par Ye IMO App Work Kar Sakta hai. Best Video Calling and best Voice Calling Ke Liye ye application behtar hai. Apko Ek Baar Ye Jarur Try Karna Chahiye . Agar App Slow Speed Connect Par Ye Application Run Karte hai to Apko Behtar Rosponse Mil Sakta hai
    IMO Video CAll Application
Ye Bhi padhiye: Smartphone Ki Battery Bachane Ke Killer Tips
Read More: Smartphone Ki Screen Kaise Record Karte hai ?

To Ye kuch Apps hai Jo Apke Smartphone Ko Aur Smart Bana Denge, Vedio Call ke Liye Whatsapp Bhi 2016 Me Apna Video Call Feature Laa Sakta hai. Par Abhi Ke Liye Ye Top 5 Apps Best Rhenge. Try Kijiye Aur Dusro Ko Share Kijiye Aur Hamare Sath Apna Experience Share Kijiye

Thanks For Reading,,,Have A Gud day


This post first appeared on My Hindi Help, please read the originial post: here

Share the post

Top 5 Video Calling APPS for Smartphones | Smartphones Video Calling Applications

×

Subscribe to My Hindi Help

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×