Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Chrome Browser Me Extension Kaise Add Karte Hai

Hello Dosto, Agar App Internet Access karne Ke Liye Google Chrome Broswer Ka Upyog Karte hai To Apne Chrome Ke Extension Ke Baare Me Jarur Suna Hoga. Aur Ye Internet Chalane Ke Liye Bahut Kaam Aane Wale Tools Hote hai. Ek Blogger Ke Liye Google Chrome Extension Utne Hi Upyogi Hote hai Jitne Upyogi Unke Article, To Es Post Me Hum Apko Google Chrome me Extension Add Karne Ke Liye Help Karenge. Aur Janenge Ki Google Chrome Me Extension Ka Upyog Kaise Kar Sakte hai. 
Apko Me Bata Du Google Chrome Browser Ke Chhote Chhote Tools Banaye Gye hai. Jinhe Extension Kaha Jaata hai Aur Ye Sirf Google Chrome Browser Me Ke Sath Work Karte hai.

HOW TO ADD GOOGLE CHROME BROWSER EXTENSION :
Iske Liye Sabse Phele Google Ke Menu Me Jaana Hota hai. Menu >>More Tools>> Extension , In Settings Me Jaane Ke Bad Apke Extension Ke List Nikal Aati hai Ki Apne Jo koi Bhi Extension Install Kar Rakhe hai Wo Kon Kon Se hai. Agar Koi Bhi Extension Install Nhi Kar Rakhe hai To Waha Get More Extension Option Par Click Karna Hota hai
Ya App Is Par Yaha Click Karke Extension Store Me Jaa Sakte hai. Jaha  Apko Bahut Upyogi Extension Mil Jayenge (Click Here)




Jab App Extension Store Me Pahuch Jaate hai To Apko Google Chrome Ke Bahut Se Extension Mil Jayenge Aur App Jarurat Wale Extension Ko Download Kar Chrome Me Add Bhi Kar Sakte hai.
Apne Usefully Extension Ko Search Baar Me Search karke , Aur Extension Mode Ko Enable Karke Search Kar Sakte hai. Aur Select karke Add Bhi Kar Sakte hai. 



Search Aur Select Karne Ke Bad Apko Add Go Google Par Click Karke Google Chrome Me Add Karwane Ki Process Puri Kar Sakte hai. Aur App Image Ki help Se Samajh Sakte hai


Is Tareeke Se App Chrome Me Koi Bhi UPyogi Tool Ya Extension Ko Prayog Me Laa Sakte hai.
Aur Google Chrome Bahut Developed Browser hai. Jiski Roj Koi Na Koi Exntesion Store Me Aati Rahti hai. Jisse Official Work Bahut Aasan Ban Jata hai.

Aur Me Aage Ke Post Me Apko bataunga Ki Kon Kon Si Extension Kitni Important aur Kyu hai.
Umeed Karta hu Ki Ye Post Apke Bahut Kaam Aaya Hoga.

Thanks for Reading.,


This post first appeared on My Hindi Help, please read the originial post: here

Share the post

Chrome Browser Me Extension Kaise Add Karte Hai

×

Subscribe to My Hindi Help

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×