Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

Mahatma Gandhi in Hindi | About Mahatma Gandhi in Hindi | Essay on Mahatma Gandhi in Hindi

Kaise ho dosto! Agar aap Mahatma Gandhi in Hindi ya phir About Mahatma Gandhi in Hindi ya phir Essay on Mahatma Gandhi in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain toh aap bilkul sahi jagah par aye ho kyunki is article mein main aapko bataunga Mahatma Gandhi in Hindi aur About Mahatma Gandhi in Hindi ki puri jankari dunga.

Toh Chaliye Dosto agar aap Mahatma Gandhi in Hindi ya phir About Mahatma Gandhi in Hindi ya phir Essay on Mahatma Gandhi in Hindi ki puri jankari lena chahte ho toh aap bane rahiye mere sath is article mein. Is article mein main aapko Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language ke bare mein btane jaa rha hun.

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated) 

Agar hum Hindustan ke itehas ki baat kare toh aise bahut sare leaders ke naam samne aate hain jaise ki Pandit Jawaharlal Nehru ho gaye, Subhash Chandra Bose ho gaye, Indira Gandhi ho gayi wagera wagera aur isi beech mein ek naam aata hai Mahatma Gandhi.

Har eK leader ne apna pura yogdan diya hai Bharat desh ko Azad karwane ke liye aur isi beech mein Mahatma Gandhi ji ne bhi Apna pura yogdan diya hai is Desh ko azad karane ke liye.

Dosto aaj ke is article mein hum unki life ke baare mein baat karenge.

Mahatma Gandhi in Hindi | About Mahatma Gandhi in Hindi | Essay on Mahatma Gandhi in Hindi

Mahatma Gandhi ka pura naam Mohandas Karamchand Gandhi tha aur wo 2 October 1869 ko ek Gujarat ke ek shehar Porbandar mein paida huye. Mahatma Gandhi ji ke pita ji ka naam Karamchand Gandhi tha.

Mahatma Gandhi ji ki Mata ji ka naam Putlibai tha. Mahatma Gandhi Ji ke Pita ji Porbandar shehar ke Diwan hua karte the aur unki Mata ji ek dharmik aurat yani mahila thi.

Mahatma Gandhi ki shadi Choti Umar mein hi ho gayi Jjab woh 13 saal ke the aur unki patni ka naam Kasturba Gandhi tha Jo ke Mahatma Gandhi ji se Ek Saal badi thi yani Kasturba Gandhi ki Umar 14 saal thi.

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

November 1887 mein Mahatma Gandhi Ji ne matric ki pariksha pass kar li aur January 1888 ko ek Bhavnagar ke Samaldas College mein dakhla liya jahan se unhone degree hasil ki.

Degree hasil karne ke baad Mahatma Gandhi ji London Chale gaye aur wahan se unhone law ki degree hansil ki.

1894 ko Mahatma Gandhi ji ko kisi kanuni Vibhag ke sambandh mein South Africa Jana pada aur wahan jaate hi jab unhone wahan ke halat dekhke to unse raha nahi gaya aur Disobedience Movement chlaya aur usko pura bhi kiya.
1916 Mein Gandhi ji South Africa se wapas India mein aaye aur wahan pe dekha to hindustan mein bhi South Africa jaise halat chal rahe the aur isi beech mein Mahatma Gandhi Ji ne Bharat mein bhi azadi ki tayyari karna shuru kar di.

1914-1919 mein jab First World War ho raha tha to Gandhiji ne us samay British Sarkar se ek shart par unke saath kaam kiya aur wo shart ye thi ke jaise hi world war khatam ho jayega British yani angreji sarkar Bharat Ko Chod Denge.

Lekin world war khatam hone ke baad british sarkar yani angreji sarkar ne aisa nahi kiya aur isi beech main Mahatma Gandhi ji ne bahut sare movement yani andolan kiye.

1920 mein jab Congress ke Bal Gangadhar Tilak ki maut hui toh uske baad Mahatma Gandhi ji Congress ke leader ban gaye aur usi doran unhone ek Andolan chalaya jiska naam rakha Non-Cooperation Movement.

1930 main unhone bahut sare Andolan kiye jaise ki Namak Satyagrah Andolan, Dandi March, Civil Disobedience Movement.

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

1942 main Gandhi ji ne Bharat Chhodo Andolan yani Quit India Movement chalaya aur in sab ko jod kar 5 Andolan chalaye in mein se adhiktar Andolan Safal bhi rahe.

1942 main Gandhi ji dwara chala gaya teesra sabse bada andolan chalaya jiska naam tha Bharat Chhodo Andolan yani Quit India Movement jis ki shuruvat Mahatma Gandhi ji ne August 1942 ko ki lekin kuch galtiyon ki wajah se ye Andolan zyada der chal na ska.

Uski wajah yeh bhi thi ke is Andolan mein jyada tar log student the Kisan the aur unke paas itna time nahi tha ki woh Andolan mein jakar jyada time beth sake.

Halan ki is Andolan se yeh baat toh British Sarkar Ki Aankhon mein saaf ho gayi ke ab zyada der tak hamara Sikka Bharat mein nahi chal sakta hai aur ab Hamein yahan se nikalna hi hoga aur akhir kar 15 August 1947 ko Angrej Bharat chod kar chale gaye.

To chaliye Dosto ab hum Mahatma Gandhi ji ke baare mein social life ke baare mein jaan lete hain.

Social life of Mahatma Gandhi

Mahatma Gandhi Ji ko abhi Father of the Nation bhi kehte hain aur leader hone ke sath sath inki social life ek bahut hi sidhi sadhi thi.

Inki yahi wajah se log inko bahut jyada Izzat dete the. Unke hamesha Do hathyar hua krte the “Satya aur Ahinsa” aur inhi do hathyaron ki madad se Mahatma Gandhi Ji Ne angrejo se Bharat ko Azad karaya.

Abolition of untouchability

Mahatma Gandhi Ji nee shut shat ko bhi door kiya aur in ke Char bete the Jinka Naam Ttha Harilal, Manilal, Ramdas aur Devdas.

Death of Mahatma Gandhi

30 January 1948 ko Nathuram Godse ne Mahatma Gandhi ji ko Goli Mari thi aur unki hatya kardi gayi. Mahatma Gandhi Ji ko teen Goli mari gayi thi aur uun ki maut ke baad Rajghat Delhi mein Unki Samadhi Sthal Banaya gaya.
Posts jo apko achi lgengi 
10 Green tea benefits in Hindi | Green tea ke fayde(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
How to Improve Handwriting in Hindi (Powerful Tips)

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein Maine aapko bataya Mahatma Gandhi in Hindi aur About Mahatma Gandhi in Hindi aur Essay on Mahatma Gandhi in Hindi.

Main Umeed Karta Hun Ki aapko Mahatma Gandhi in Hindi aur About Mahatma Gandhi in Hindi aur Essay on Mahatma Gandhi in Hindi ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar Apke Pas koi bhi doubt hai ya phir koi bhi sawal hai jo aap hamse puchne chahte ho toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte Hain.
Thanks.

The post Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated) appeared first on Cutehindi-Har Tarah Ki Puri Jankari Hindi Me.



This post first appeared on Cutehindi-Internet Ki Puri Jankari Hindi Me Janiye, please read the originial post: here

Share the post

Life Story of Mahatma Gandhi in Hindi language (Updated)

×

Subscribe to Cutehindi-internet Ki Puri Jankari Hindi Me Janiye

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×