Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

pubg ko vash mein kaise karen | pubg par kabu kaise kare

Hello dosto agar aap bhi Pubg kehlne ko aadi ho gye hain or aap is lat ko hatana chate hain toh aapke liye ye post bhut jayeda important honi wali hai q ki Pubg ko vash mein kaise karena hai uske liye mai aapko kuch tips dene wala hoon 

pubg ko vash mein kaise karen




Sabse phle aap ko find krna hoga ki aap kitne hour tak Pubg ko kehlte hain means agar aap soch rhe hain ki pubg walo ko kabu mein kaise kare us se phle ye find krna hoga ki aap din me 1 hour kehlte hai ya 2 hour pr agar aap 6 hour kehlte hain toh Pubg aapke screen par ak health reminder pop up notification send krta hai ki aaj aapne 6 hour kehla hai aap ko Tohra rest lena cahiye



so agar aap 1 hour ya 2 hour kehlte hai toh Pubg aapke vash mein hai. Par agar 6 hour ya us se jayeda kehlte hain toh aap ko yaha pr ak addiction ke sikar ho gye hai aap
Isi addiction ki lat ho hatatne ke liye aapko mere niche diye gye tips ko follow krna chahiye jis se pubg par Kabu Kaise Kare hum pa skte hain 

pubg Par Kabu Kaise kare Tips


Chliye ab hum jaan lete hain ki pubg par kabu kaise kare us ke tips niche diye gye hain jo aapke bhut kaam aane wale hain 

1) Din mai apne aapko kaam me busy rkhna hoga ye kaam jese college jana ya fir part time job ya fir mom ki kisi kaam me madad krna 

2) Apne mobile ka use aapko kam krna hoga playstore pr kuch apps hain jinki madad se aap apne phone addiction ko bhi easily hta skte hain 

3) Aap apna mobile use daily routine me ak dum se changes na kre dhre dhre kre is se ak dum aap par koi presser nhi aayega 

4) aap gym jaye ya fir kuch practice games kehle 

5) books reads kare free time me 

6) aap Tv bhi dekh skte hain jb aapka man kre Pubg kehlne ko 

7) aap Tohra hands ka hardwork kre means aap gym ja skte hai ya ghr par exercise kar skte hain

8) phle aap Pubg maan ke chlo 4 hour kehlte hain daily toh aap ko next day 3 hour kehlna hai or apne aap ko kuch reward dena hai chocolate bhi de skte hain apne aap ko fir next day aapko 2 hour kehlna hai or apne aap ko reward dena hai ese krte karte aap sif Pubg ko 1 hour kehlnge toh aapka health or mind dono Shi rhega or perfect future life rhegi 

9) aapko agar Pubg ka addiction hua hai or aap is Pubg ko vash mai krna chate hai toh apne aap ko busy rkhna hai kaam me or mobile ka use kam krna hoga or depression me nhi jana hai or jayeda Pubg ke baare me nhi sochna hai.

10) Pubg ak game hai game ko game ki tarh kehlnge toh acha rhega lakin kisi bhi chiz ko apne uppar haawi nhi hone dena hai.

Agar aapko hamari ye tips achi lgi toh post ko ak like kar do. Or apne dosto ko bhi share kar skte hain taki unko is post se kuch help mil jaye


This post first appeared on Gaming, please read the originial post: here

Share the post

pubg ko vash mein kaise karen | pubg par kabu kaise kare

×

Subscribe to Gaming

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×