Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

How To Rank Blogger Blog On Google : Blog Ko Rank Kaise Kare

Tags: google mein rank

How To Rank Blogger Blog On Google - Is Lekh Ke Madhyam Se Aaj Janenge Ki BLOG KO RANK KAISE KARE ya BLOG KO GOOGLE RANK PAR KAISE LAYE Iske Liye Niche 17 Prakar Ke Upay Bataye Gaye Hain Jisse Aap Apne Blog Ko Google Rank Per First Page Per La Sakte Hain.


Agar Hamara Blog Google ke first page Mein rank Nahin Karega To isase Hamen traffic Nahin Milega tatha Ham Apne blog ke Madhyam Se Koi paise Nahin Kama paate Hain Kyunki usmein click milane ki koi Sambhavna hi Nahin Hoti Hai.


Agar aapane Abhi Abhi blogging karna Shuru kiya hai tatha aapke block per Kuchh hi artical maujud hai to yah Sambhav nahin hai ki aap Google ke first page per rank Kar Paye per कभी-कभी Aisa Ho bhi jata hai ki Lekh Google ke fast page per rank karne lagta hai.


Agar aapane isase pahle bhi Anya site per Agar blogging kiya hai to aapko Kafi Anubhav Hoga Jiske Madhyam se aap apne block ko first page per rank kara sakte hain tatha Agar aapka naya blog hai aur aapko pura Anubhav hai to bhi asambhavna hai ki aasani se hi shuru Din Se Hi aapke artical Google ke first page per rank Karen.


Magar jo anubhavi bilkul Nahin Hai tatha Jise block ke bare mein bahut kam hi Jankari Hai vah is Lekh ke Madhyam se sampurn tips ko apnakar Apne block ko Google ke first page per rank kara sakte hain tatha acchi traffic La sakte hain.


Aur jo bilkul bhi anubhavi nahin hai usko To Mere Lekh Samajh Mein Nahin aaega ki kahan se kaise karna hai iske liye main Khali title de raha hun aapko Apne Se Khud search kar lena hai ki Kise Kis Tarah Se search kiya jata hai aur Kis Tarah Se theek Kiya Jata Hai ISI Prakar Sare problem fix kar Lene per aapke block Google ke fast page per rank karne lagenge.


Aapka Adhik Samay Barbad na karte hue सीधे-सीधे aapko ine 17 tips ke bare mein batata hun Jinse aap apne block ko Google ke first page per rank per La sakte hain


BLOG KO GOOGLE KE FIRST PAGE PAR RANK KAISE KARE


Main Apne sampurn adhyayan aur Anubhav ke Aadhar per yah Jankari submit kar raha hun jismein 17 tips Bataye gaye hain Jiske Madhyam se aapke liye madadgar Siddh Hogi.


1. Top Lavel ka Domain Use Kare


Aaj Duniya Mein hajaron blog writer ho gaye hain Jo तरह-तरह ke apne blog ko likhate rahte hain tatha Sab Ek Se Badhkar Ek paitra apnate rahte hain.


 Jinse Unki Lekh Google ke first page par rank kar rahi hai,  Naye blogger Kya Karte Hain Ki blogspot ya worldpress Dot com per Diye Gaye subdomain Mein Se Hi Apne blog ko likhkar submit Karte rahte hain , Aise Mein unhen safalta mil Pana Kafi Mushkil ho sakta hai.


Per aap domen use nahin karna chahte hain to bhi yahan acchi baat ho sakti hai per iske liye aapko Thodi Jyada mehnat karni padegi aapke Lekh Kafi acche hone chahie tatha dusron se bade tatha title ko bhi Dhyan Dena Padega.


Aap kuch bhi word search kijiye first page per first Palace mein aapko top level ka domen wala artical hi Milega Aise Mein To aap Jaan hi gaye Honge ki Google kharide Gaye top level ke domen ko hi jyada mahatva deta hai. Aur top level ke domen ko hi fast rank karta hai.


Isliye aap bhi.com.in.org aur dant net wale domain ko use Karen ise Aap Kahin Se Bhi khareed sakte hain Chahe to aap Google se bhi purchase kara sakte hain kharidte Samay yah bahut hi kam rupayon Mein Mil Jata Hai basate iske liye aapko Har Bar sar ₹1100 dene Hote Hain.


Is kharide Gaye top level ke domen se aap Google mein aasani se rank kar sakte hain domen kharidte Samay yah Dhyan Den Ki aap jis subject Mein Lekh likhate Hain Usi se related aapka domen name Hona chahie jisse aapko rank karne mein aasani ho.


2. Blog Ko Google Search Console Me Submit kare isse aapke Article ko Fast index Karega


Agar aapane naya block Banaya Hua Hai to ise Google ko janne Mein Kafi der Lag Jayegi Adhik se Adhik aapke Lekh ko click Milenge to Google aapke block ko Dhyan dega per itne Mein To Kafi time lag jaenge Aise mein aap sabse pahle hi Google search consol Mein jakar Apne domen name ko dalkar Google ko bata sakte hain ki Main is domain name per artical likhta hun Karke tatha sath mein site Mein dalna Na Bhule site mein kaise banate hain yah aap Google se search kar sakte hain Har artical ke link ko sar se control Ke Sar Se bags mein search Karen aur ine tax karne ka Anurodh Karen isase aapke Har Lekh ko Google Kuchh hi minuton Mein Jaan payega.


3. Low Competition Keywords par Article Likhe


Aapko Loco competition keyword per Lekh likhane ka Salah isliye Diya ja raha hai Kyunki high competition keyword per hajaron Lekh Pahle Se Hi Google per maujud hai.



This post first appeared on Hamar Gawn The Best Technical Teacher, please read the originial post: here

Share the post

How To Rank Blogger Blog On Google : Blog Ko Rank Kaise Kare

×

Subscribe to Hamar Gawn The Best Technical Teacher

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×