Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

top 2 ways you tube Subscribe Button blogspot blog me lagane ka janiye kya




hello frnds
aaj ham baat karnge ki Apne Blog me Youtube Subscribe Button kaise lagate hai,frnds is tricks se aap kewal 2 mint me hi apne blog me you tube subscribe button add kar askte hai to chaliye jante hai ki kaise kare isko apne blog me add or isko add karne se kya fayada hota hai 



blog me youtube subscribe button kyo lagate hai?

ham apko bata batate hai ki you tube button apne blog me kyo lagate hai?
  1. visitors apke chanal ko asani se subscribe kar lete hai 
  2. visitors apke chanal ko asani se find kar lete hai 
  3. visitors apke pe sirf apke chanal ke liye aa sakte hai qki youtube me serah karte huye problem hoti hai 
or bhi baht se karan hote hai apke blog me youtube Subscribe Button Lagane ke jante hai ki youtube subscribe button blog me kaise lagaye


blog me you tube subscribe button kaise lagate hai?

blog me subscribe button lagane ke liye sabse pahle apko is CLICK HARE button pe click karna  hoga ya fir is site ko apne browser me open 
kare https://developers.google.com/youtube/youtube_subscribe_button
click hare



jab aap waha pe click karnge to apke samne ek page open hoga jaisa SCREEN SHOT me hai wha pe apko ye detail deni hai 
  1. Channel Name or ID:apne chanel ki id dalna hai
  2. Layout:apko layout select karni hai 
  3. Theme:apko theme select karna hai
  4. Subscriber count:aap apne subscriber ki sankhya dikhana chahte hai ki nhi select kare
  5. My application listens for button events:isko aise hi rahne de 



ab apko niche ek box show ho raha hoga usme html code hoga usko usko waha se copy kare or apne blog me LAYOUT section me jaker ADD A GADGET pe click kare fir HTML widget pe or 2nd box me code o pest kare or save button pe hit kare

in short>>go to dashbord>>hit on layout>>choose a place where you want add this and hit on add a gadget>>choose the  html widget>>pest the code in 2nd box>>and hit the save>>now finaly hit the save aggriment button 

bahut hi simple hai aa bhi try karo or maje karo 

frnds agar apko kuch puchna hia to aap comment kar sakte hai ham apki help jarur karnge

request:

  1. ham is post ko likhne me bahut hard work karte hai to apse ek request hai ki aap hamare is post ko share jarur kare social media pe apki ye help hamare liye apka diya preseant hoga 

thankxxx for read this


post abhi update hogi 



www.anytimehelp7.blogspot.com


This post first appeared on Anytimehelp7.blogspot.com, please read the originial post: here

Share the post

top 2 ways you tube Subscribe Button blogspot blog me lagane ka janiye kya

×

Subscribe to Anytimehelp7.blogspot.com

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×