Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Best urdu sher of Mirza Ghalib,Ahmed faraz,iqbal ,mohsin nakvi

 Best urdu sher's of Ghalib ,iqbal,faraz ,mohsin,

Here is the best sher of all poets like ghalib, faraz ,iqbal, mohsin, jaun Elia,Parveen Shakir,Ahmed shafkat, shaoib Siddiqui, Ashfaq ahmed,Rizwan Faisal.......best urdu sher's in Urdu with images 

Dukh dard shayari


Jaana na kar naaz husan pe nadaan ban kar
Yeh log tou gulab ko bhi sare bazaar bej dete




Ahmed fareed

Kyu humko sunate ho jahanam k afsaane 
Iss door Main jeene ki saza koi kam tou nahi




Jaun Elia

Kaise mumkin tha jaun koi daag dikhaye rehta
Main ne deekha tha usse Ishq main andha ho kar 





Parveen Shakir

Woh Mila tou saadyon baad bhi mere lab pe koi gila na tha
Iss meri chup ne rula diya jisse guftu gu par kamaal tha


Emotional shayari 



Mohsin nakvi

Akhiri guzar he Jaye gi hayat
Yeh koi ta hayat thodi hai mohsin



Someone said

Jiss se shikayat hai ussi se mohabbat hai
Mano jo dard hai wahe dawa hai


Shamoon chema

Soocho tou saari umer mohabbat main kat Gaye
Deekhon tou aik shakhs b mera na huva 


Ahmed shafkat

Bechain iss qadar tha ki sooya na raat bhar 
Palkon se likh raha tha Tera naam chaand par



Samaar Gul Khan

Guftagu hum se aur khayalon main koi aur 
Haal aapka bhi meri namazon jaisa 

Love shayari



Ashfaq ahmed

Hum bhi khamosh ho kar tumhara sabr azmaiyen ge 
Deekhte hai ab hum tumhe kab yaad aayen ge




Allama iqbal

Jafa ho Ishq main hoti hai woh jafa nahi 
Sitam na ho tou mohabbat main kuch maza hee nahi



Mohsin nakvi

Bichadte waqt saari buraiyan ginwaiye uss ne
Soochta houn jab mile thy kya deekha tha mujh main




Jaaviad armaan

Gham he aaisa mila k baat khuda tak ja poochi
Fakat aik sajda kya aur baat khuda tak ja poochi




Parveen Shakir

Lazim nahi hayat main ahbaab ka hujoom 
Mil jaye wafa daar tou aik shakhs bhut hai

Sad poetry



Mirza ghalib

Hazaar baar hove guftagu galib lakin
Hazaar baar koi baat reh gaye mujh se




Mohsin nakvi

Mujhe intizaar hai zindagi k aakhri Pannu ka
Suna hai akhir main sab thk ho jata hai




Jaun Elia

Jinhe neend nahi aati unhe hai he maloom hai
Subha hone main jaun kitna zamana lagta hai




Mirza ghalib

Sukoon aur ishq woh bhi duno aik saath
Rehne doo Ghalib koi akal ki baat karo

New all in one Shayari



Shaoib Siddiqui

Karne Gaye uss se tagaful ka hum gila
Ki aik nigha k bass khak ho gayee ghalib




Jaun Elia

Bhut kuch kehna tha tum se lakin
Tum haal na samjhe tou baat kya samjho gi




Jaun Elia

Aaya tha aik shakhs mere dard bantne 
Rukhsat hua tou aapna bhi gham mujhe dee gaya

Urdu shayari on zindagi 


Jaun Elia

Aankhon main paani liye mujhe ghurta he Raha
Aayene main khada shakhs pareshan bhut tha




Someone said

Hum kabron pe pavon rakhne se darne wale log
Kaise Zinda dilo ko rond dete




Someone said

Mere ashar padh k roote hoo 
Mujh par beeti hai main marjavon phir 




Someone said

Jaana na kar naaz husan pe nadaan ban kar
Yeh log tou gulab ko bhi sare bazaar bej diya karte hai

Deep sad shayari urdu




Someone said

Mera Ishq Ho Teri zaat ho phir husan ishq ki baat ho
Kabhi main milon kabhi tu mile kabhi hum milen mulakat ho




Someone said

Tum tou aapne ho kaise nikalen dil se
Hum tou dushmano ko bhi be Ghar hone nahi dete




Someone said

Koi darad hai tou dawa nahi ho dawa mili tou shada nahi
Woh zulum karte hai iss tarah jaise Mera khuda nahi





Someone said

Meri zindagi bhi iss kabristan ki tarah hai
Jahan log tou bhut hai magar aapna koi nahi



Someone said

Janta tha kha raha hai be wafa jhooti Kasam 
Sadgi deekho ki phir bhi atibaar aa he gay





Someone said

Uss shakhs ko chuna karen jo aapko izzat de
Izzat mohabbat se kahi zayda khass hoti hai





Someone said

Hazaron se baat bigdi jab tujhe apnaya tha
Lakin tu bhi wahe nikla jo logu ne bataya tha




Someone said

Mujhe teri izzat ka khayal aa jata hai warna 
Phoolon ko tou log saare aam chum liya karte hai




Someone said

Barish se zayda asar hota hai yaadon main
Aksar band kamron main log zayda bheeg jate hai




Someone said

Waqt acha ho ya bura guzar hee jata hai
Lakin log aur baatein hamesha yaad rehte hai

New motivational Urdu shayari 



Someone said

Mohabbat sikha kar juda ho gaya
Na soocha na samjha khafa ho gaya

Kiss kiss ko hum aapna kahein 
Jo aapna tha wahe bewafa ho gaya





Mohsin nakvi

Palkon ki had ko tood k Daman pe aa gira
Woh aik ashq mere sabr ki tuheen kar gaya




Mohsin nakvi

Kal thake haare parindon ne nasihat ki mujhe
Shaam dhal jaye tou mohsin tum bhi ghar Jaya Karo




Someone said

Woh hai badlon main chupe chaad ki tarah
Kabhi roba roo kabhi lapata 




Rizwaan Faisal

Bade be hiss log hai teri kainat main moula
Mai. Dard likhta houn woh wah wah karte hai

Bang e Dara book 



Someone said

Woh bhi aadhi raat ko nikalta hai aur mai bhi
Phir kyu log usse chaand aur mujhe awara kehte hai



Ahmed faraz

Jiss k lafzon se tumhe aapna akas mile
Bhut mushkil hai tumhe koi aaisa shakhs mile




Someone said

Kamal yeh hai ki mujhe abhi bhi deekhti hai woh aankhen
Malaal yeh hai ki unhe abhi bhi deekhna nahi aaya




Someone said

Uss ka dedaar aur woh bhi aankhon mai aankhen dal kar
Ay dil e nadaan teri hasratein Puri karna humare bass ki baat nahi





Someone said

Usse kehna sambhal k rahe
Ishq raste main chood deta hai

Ba Zahir aati nahi daraad koi
Ishq andad se tood deta hai





Someone said

Itna zoor se cheekha daro dewaar hil gaye
Kal meri halat deekh kar mere yaar hil gaye

Roote roote main ne aaisa hasna shuru kiya 
Meri Ada Kari deekh kar sabhi Ada kar hil gye





Ahmed faraz

Tu mohabbat se koi chaal tou chal
Haar jane ka hosla hai majh mai 

Jaun Elia

Main iss qadar haar javoun ga 
Tum Jeet kar pashtavoo ge 


10 famous Urdu lines


Mehdi hassan

Mujhe tum nazar se gira tou rahee hoo
Mujhe tum kabhi bhula na sakho gi

Ahmed faraz
Silsile tood gaya woh jate jate 
Warna itne tou marsam thy ki aate jate




Talah Yousuf

Tum mili hee na hoti Tou Kitna Acha tha
Mil k bichade he na hote tou kitna acha tha

Abdullah saddiq

Hazaron dard mile chahat se
Kabhi dil lagaya he na hota tou kitna acha tha




Abdullah saddiq

Baad tere kissi ka main ne diyaan nahi rakha
Kissi ki izzat nahi ki maan nahi rakha

Asmaar Gul Khan

Yun tou rahe dastaras main Kaye Aziz log bhi
Magar baad tere kissi ka naam jaan nahi rakha




Ahmed shazaad

Rukhsat huva tou aankh mila kar na gaya
Woh kyu Gaya yah bhi bata kar nahi gaya

Rehne Diya na ussne kissi kam ka mujh ko
Aur khaak main bhi mujh ko mila kar nahi gaya




Ahmed shafkat

Bechain iss qadar tha k sooya na raat bhar

Palkon se likh raha tha Tera naam chaand par

Click on these links for more 

*EMOTIONAL URDU SHAYARI 2023

*DEEP SAD SHAYARI 2023

*1800+ STYLISH INSTAGRAM BIO FOR BOYS

* 1500+ LATEST FACEBOOK STYLISH NAMES

*GAMING SKILLS AND TIPS

*HIT MOVIE SOUTH

*NEW YEARS TRADITION AND 
CELEBRATION

*History of kashmir

*BLOGGING FULL DETAILS

*HOW MAN MADE CHANGE OUR LIVES

*HACKING FULL DETAILS 

*DOWNLOAD AND WATCH NEW MOVIES HD

*ATTITUDE LOVERS SHAYARI IN HINDI

Urdu love shayari

*Bang e Dara

*Urdu motivational shayari

*English poems

*William Shakespeare

*Aallama iqbal biography 

*Sad shayari in my own

*New all in one Urdu shayari 

*Zindagi Urdu shayari 

*I won't be sleeping to night

*Urdu best sher's of Ghalib ,faraz,iqbal etc

IN THE END I WANT TO SAY KEEP SUPPORTING ME I WILL GIVE MY BEST FOR YOU..... Follow me





This post first appeared on Urdushayariiiii, please read the originial post: here

Share the post

Best urdu sher of Mirza Ghalib,Ahmed faraz,iqbal ,mohsin nakvi

×

Subscribe to Urdushayariiiii

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×