Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Youtube kya hai YouTube se paise kaise kamaye

YouTube is a video sharing website , Youtube ek video sharing website hai jis par ham video dekh sakte he aur videos share kar sakte he aur videos par comments bhi kar sakte he. Youtube ke founder steive chain , chad harle aur javed karim he iski start 14 Feb , 2005 ko hui . Bad me 2006 me google me google ne ise kharid liya .

Paypal ke tin logo ne 2005 me YouTube banai thi. Youtube me Adobe Flash techniques ko use me laya jata he.
2005 , me YouTube ki shuruat se pahle normal computer user ke liye online video post ke liye kuch tarike uplabdh the lekin YouTube se aaj bhi kabhi bhi , duniya me kahi bhi video dekh sakta he. Yeh internet ka ek important hissa ban chuka he .

Also read - ghar baithe paise kamane ke 10 aasan tarike

* terms of service


Youtube ki term he ki koi bhi user copyright video share nahi kar sakta agar esa karta he to uska video ban kar diya jayega .

* YouTube on mobile


Youtube ne 25 Jan 2007 me apna mobile site launch kiya . Yeh html par adharit he . m.youtube.com ke dwara ham mobile par YouTube chala sakte hai .


***  YouTube se paise kaise kamaye


agar aap video banane ke shokeen he to aap YouTube ki madad se aasani se paise kama sakte he , wo bhi bina kisi investment ke . Aapne logo ko YouTube se kamai karte suna hoga lekin vastav me hazaro - lakho ki kamai karna aasan nahi hai . Lekin aap jald hi achhi kamai kar sakte hai . Youtube me ek partnership program hai is program ka hissa bankar aap bhi aap apne video se paise kama sakte hai .

Youtube se paise kamane ke liye ye step follow kare ----


You need to an google account ( g mail )

* read - gmail account kaise banaye .

Aapko ek gmail account ki jarurat hogi . Internet par video dekhne ke liye YouTube sabse bada medium he . Aap jo bhi dekhna chahte hai search kar wo content dekh sakte hai , aapki pasand ka video samne hoga. Jab aap video dekhte he tab aapko ek ad dikhai dega is ad se hi us vyakti ki kamai hogi jisne video post ki he .

Agar aapke pas gmail account he to aap aasani se YouTube access kar sakte hai .

**  video upload karne ke liye YouTube channel create kare :-


Google account banane ke bad apko YouTube channel banane ki jarurat he jisse aap video share kar sake .


* paise kaise kamaye


Ab aap YouTube video banakar video share kar chuke he . Ab ham sikhenge ki paise kaise milenge . Youtube channel banane ke bad apko google AdSense account banana hoga aur account banane ke bad ads ko videos par monetize karna hoga . Ab jab bhi koi ad dekhega ya ad par click karega aapki income hogi .







This post first appeared on Hindifire - Blogging, SEO, please read the originial post: here

Share the post

Youtube kya hai YouTube se paise kaise kamaye

×

Subscribe to Hindifire - Blogging, Seo

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×