Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Link Your Mobile Numbe with Adharcard At Home (Hindi Tricks)

Hello Friends...,

》Jab ap kisi ko Call karte Hai to apko Company ki Aur se Esa Bolenge.

"Goverment Of India ke Adesh Anusar Apka Mobile Number Adharcard se Link Karna Jaruri hai."

》Sarkar ne Adesh Diya hai March 2018 Tak Apko Apna Mobile se Link Karna Hoga. Varna Apka Mobile Number Deactivate Ho Jayega. And Apki Service Stop ho Jayegi.
》Adharcard Ko Mobile Se Link Karne ke Liye Apko Kahi Bhi Jane Ki Jarurat Nahi Hai. AP Ghar Par Hi Apna Mobile Number Adharcard Se link Kar Sakte Hai. Iske Liye Apko Chota Sa Kam Karna Hai. Ap Niche Ke Step Follow kare.

Mobile Ko Adharcard se Link Karne ki Process


1.Sabse Pahele Ap Jis Number ko Adharcard Se Link Karna Chahte Hai. Is Mobile ko Apne Mobile me Lagaye.

2. Ab Ap Usi Number Se Niche Diye Gaya Hai. Us Number Par Call Kare.
 》14546

3. Call Karte Hi Apse Apka Adharcard Number Mangenge.

4. Apna Adharcard Number Dalkar Confirm kare.

5. Ab Apke Adharcard Se Register Number Par OTP ayega.

6. Vo OTP Apse Call Me Mangenge.Usme Ap OTP Verify kare.(Ap Tabtak Call Cut mat karna Jabtak Call Automatic Cut Na Ho Jaye)

7. Done.......
Apka Mobile Number Successfull Adharcard se Link Ho Jayega.

8. Apke Number Confirmation ka Message Ajayega.


T & C

》Ye Process Ap Tabhi Kar Sakte hai, Jab Apka Adharcard se Perment Mobile Number Linked ho.
》 Ye Apke liyeSecure Process Hai. Isme Koi Data leak hone ka Koi Problem nahi.
》Ap Thoda Sa Apna Dimag Chalaye Ye Process Bahut Hi Simple Hai.


Is Tricks Ko Jyada Se Jyada Share Kare. And Ap Dusre Logo Ko Mobile Se Adharcard Link Karne Me Help Kare.


.................Thank........You.........


This post first appeared on Maheshwaptricks, please read the originial post: here

Share the post

Link Your Mobile Numbe with Adharcard At Home (Hindi Tricks)

×

Subscribe to Maheshwaptricks

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×