Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Blogging Fail Hone Ka 7 Sabse Badha Karon

My readers ek new blogger Blogging fail hone ka kuch regions apko is article me batauga.Aksor bahut sare new blogger kisi na kisi wajah se blogging fail hone ka karon hai.Abhi dekha jaye tou bahut sare log blogging shikh ke blog bana rahe hai,lekin sabhi log blogging me success nahi hote hai jyadator log fail he hote hai.Blogging fail hone ka karon bahut ho sakte hai lekin me apko kuch main point ke bare me batuga taki app blogging me fail nahi ho.

Jyadatar log internet se paise kamane keliye he blogging karte hai.Lekin wo bhul jate hai ki blogging se hum dusere ko help karna chahiye isiliye blogging me fail hote hai.Aise he aur bahut sare karon hai jou me apko niche batauga.App mera ye article puri dhiyan se padhe taki app successful blogger ban sakte.

  • Alexa Rank Widget Apne Blog Mei Kaise Add Kare
  • Blogging kiya hai aur Blogger se kya faayde hai

Blogging Me Fail Kiyo Hote Hai

Me kuch tips diya hu jou new blogger keliye bahut he important hai.Agor app bhi new blogger hai tou app niche diya huwa tips ko thick tarah se follow kare.

1 . SEO ke bare sahi jankari nahi hona

New blogger keliye sabse important hai seo ke bare me jankari hona.Jab koi bhi log blogging shikhte hai tab unko seo ke bare me shikh lena chahiye,Seo kiya hai, seo ke type ,seo kaise hum use karte hai,ye sabhi sij bahut he important hai.jyadatar log apne liye ek blog bana lete hai aur wo sochte hai ki me apne blog me post daluga aur mere blog me bahut sare viewers milega.Aise log shift paise ke bare me choste hai kuch bhi rule follow nahi karte.Bad me jab unke blog me viewers bahut he kom hote hai parishan hoke wo blogging chor dete hai.Ek successful blogger banne keliye apne blog me high traffic hona chahiye aur high traffic ate hai SEO ke madat se.Isiliye app jab bhi blogging shikte hai tab apko SEO ke bare me puri jankari honi chahiye nahi tou koi bhi blogging me fail ho saktie hai.

  • Website Blog Difference Kiya Hai Uski Jankari Hindi Me
  • Blogger Vs WordPress Kaun Sa Platform Best Hai
2.Content Me Spelling Galat Likhna

Ye bhi ek badhi bad hai hum jou bhi content likhte hai usme bahut sare spelling galat likh dete hai.Kuch logo ka content unke hisab se tou thick he hai lekin content me kuch word hamesha galat likhte hai.Aisa tab hota hai jab wo article likhne ke bad repeat duwara nahi padhte,aise me visitors ko article samajh ne me bahut he problem hote hai.Aur aisa content visitors bilkul pasand nahi karte aur wo visitors apke blog me next time view karna  pasand nahi karte.Ye bhi ek blogging fail hone ka karon ban sakte hai.

3.Blog Design Ki Komi

Apne jyadatar blog me dekha hoga ki blog ka design bahut he achha rehta hai aur aise blog ka trafiic bhi acchi hote hai.Lekin aise bhi bahut sare blog hai jisme design ke bahut sare komi dikhai deta hai.Aise kom design ke blog me viewers bar bar view karna pasand nahi karti isiliye aise blog me traffic bhi low hote hai aur viewers nahi ane par blogging me fail hone ka chances rehta hai.

  • Blog Post Ke Liye Photo / Images Kaha Se Download Kare
  • Successful Blogger Kaise Bane-5 Blogging Tips
4.Apne Blog Daily Update Nahi Karna

Naya Blogger Jab blog bante hai tab wo apne blog me regularly post publish nahi karte kiyo unko pata nahi ki update blog me he jyada trffic rehta hai.kuch blog me regularly post publish nahi karne ki wajah se visitors nahi ate,kiyo ki bahut sare visitors hai jinko kuch naya shikhne ka mon karta hai.Aise me agor app week me 1 post publish kare tou apke blog me visitors kiyo ayega.Isliye apne blog me weekly 3,4 post jarur publish karna chahiye nahi tou blogging me jarur fail ho jayenge.

5.Copy Paste

Agor koi naya blogger kisi dusere blog ka article copy karke apne blog me publish kare tou wo sabse bewokofi bat hogi.Aksar ye copy paste kam new blogger he karte hai jinko kuch bhi article likhne ka idea nahi hai.Sayad unko pata nahi hai ki copy paste article google aur seo ke khilaf hai.Jab koi shift paise keliye blogging karte hai wo log aksar aise karte hai kiyo ki unko shift paise chahiye.Aise log hamesha blogging me fail hote hai.isiliye jab bhi app blog banane shikhenge tab app pehle he soch lena chahiye ki app kis categories ke upor blog banayege.App hamesah apke dimag se likha huwa article he apne blog me publish karna chahiye copy paste korogi tou app blogging me fail jarur honge.

6.Paise Keliye Blogging Karna

Hum sabhi jante hai ki log paise kamane keliye blogging karte hai.Humare jiban me jitney bhi paise kiyo na mile utnahi humko kom padhta hai.Lekin new blogger keliye paise bilkul bhi laloj nahi karna chahiye nahi tou blogging me bhari padh sakte hai.Blogging me success hone keliye apko shift blogging me dhiyan dena chahiye aur sabhi logoko help karna chahiye.Agor app blogging me jayda focus karenge tou apke blog se automatic earning dhire dhire badh jayegi.Lekin  suru suru me jab app blogging karte hai tab app paise laloj bilkul he nahi karini chahiye.

  • Social Follow Button Widget Apne Blog Me Kaise Add Kare
  • WordPress Ya Blogger Blog Ka Template Name Kaise Pata Kare
    7.No Update long Time

Kuch log apne blog me bahut din ke bad ek he post dalte hai,pata nahi kiyo aise blogging karte ha.Aise Blogger tou hamesah fail he hote hai.Visitor apke blog me daily visit karna chahiye aur apke article daily publish hote rehna chahiye.Agor app ajj ek post apne blog me publish kiya aur next month me ek post publish kiya aise blog me koun visit karega.Isiliye apke blog update renha chahiye.

Tou readers me apko blogging fail hone ka 7 karon bataya.Agor app ye 7 karna thick se follow nahi kare tou app bhi blogging me fail ho sakte hai.Agor apko kuch bhi confusion hai tou app niche comment box me jarur comment kare.

The post Blogging Fail Hone Ka 7 Sabse Badha Karon appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

Blogging Fail Hone Ka 7 Sabse Badha Karon

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×