Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Blog Keliye Best WordPress Theme SEO Friendly

Blog Keliye Best WordPress Theme SEO Friendly

Hi guys mei apko blogging keliye Wordpress Theme ke bare mei batauga.Agor apke blog wordpress me hai ya tou wordpress site mei blog banane chahte hai tou app mera ye post jarur padhe.Dosto mei apko sabse popular wordpress theme ke bare mei batauga jou jyadtar blog mei use karte hai.

Bahut logoko maine dekha hai ki dusere blog mei jab view karte hai tab viewers blog ke admin ko puchte hai apke blog theme ka kiya nam hai?Mujhe bhi bahut logo ne pucha me apne blog me kounsa theme use kar raha hu.Dosto app bhi agor wordpress par apna blog banana chahte hai tou app maine jis theme ke bare mei likha hai wo sabhi theme app use kar sakte hai.Mei apko paid aur free dono version ke theme ke bare me batauga.

  • WordPress Sidebar Categories Me Icons Kaise Add kare
  • WordPress Blog Me Google Adsense Ads Kaise Add Kare

Best WordPress Theme

  1. Ribbon 

Ribbon ek badhiya magazine wordpress themes hai.Bahut sare popular blogger Ribbon themes use karte hai.Agor wordpress keliye sabse best free theme hai tou wo hai Ribbon Themes.Agor app blog bana rahi hai aur apko free theme chahiye tou app yahi themes sabse best hoga.

Theme Summary
  • Price – Free
  • SEO Ready
  • Widget Ready
  • Adsense Friendly
  1. Genesis

Genesis ek Premium theme hai jou wordpress blog keliye bahut he badhiya theme mane jate hai.English ho ya hindi blogger bahut log ne Genesis themes use karke apne blog design bahut he badhiya banaya hai.Isiliye maine Genesis theme ke bare me likha hai.

Theme Summary
  • Price 59.95 $
  • Themes ko app customize kar sakte hai
  • Mobile friendly Hai
  • Customize menu
  • Accessibility Ready
  1. Newspaper

Newspaper ek badhiya design wala wordpress theme hai.Newspaper theme ek blog keliye bahut hi badhiya theme hai.Bahut sare hindi blogger Newspaper theme use karte hai.

Theme Summary
  • Price 59 $
  • SEO Ready
  • Widget Ready
  • Adsense Friendly
  1. Beginner Theme

Beginner ek premium wordpress theme hai jou mei apne blog keliye use kar raha hu.Agor app bhi apne blog ka design behtor banane chahte hai tou app beginner theme jarur use kijiye.Bahut sare blogger Beginner theme use karte hai.

  • Hostgator Hosting Par WordPress Install Kaise Kare
  • Social Follow Button Widget Apne Blog Me Kaise Add Kare
Theme Summary
  • Easy Customize Kar Sakte hai
  • Personal Support
  • Social Sharing Options
  • Custom Colors
  • Custom menu,Custom Widget

My readers maine 4 wordpress theme ke bare me likha hai.Agor app new wordpress blogger hai tou app koi bhi theme use kar sakte hai.Mujhe ye sabhi themes sabse jyada achha lagta hai isliliye maine ye 4 themes ke bare me likha.

The post Blog Keliye Best WordPress Theme SEO Friendly appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

Blog Keliye Best WordPress Theme SEO Friendly

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×