Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

YouTube Video Download Kaise Kare Bina Software Ke

My readers kiya app Youtube video download karna chahte hai tou app is post ko jarur padhe.Mei apko ek aisa trick batauga shayad app kahi nahi suna hai.Apko pata hoga ki youtube video download karne keliye log kisi software ka use karte hai lekin bina software ka bhi youtube video download kar sakte hai.

App jyadatar blog mei dekh sakte hai yutube ka video download karne keliye kisi software ke bare mei apko bataya hai.Ha ye bhi soch hai ki app software use karke bhi video download kar sakte hai.Agor bina software se video download kar sakte hai tou software download karne ki kiya jarurot hai ?

  • Apne Android Mobile Ko Tv Remote Kaise Banaye
  • Facebook Account Hack Kaise Kare Sabse Easy Tricks

Youtube Video Download Kaise Kare

Mei apko jo tricks batauga ye app mobile aur computer dono mei use kar sakte hai.Video download karne ka process same he hai lekin app mobile mei jab download karna chahege tab tap thora confusion hoga isiliye mei apko mobile aur computer dono mei kaise video download karte hai batauga.

Mobile

Dosto youtube mei app bahut sare video dekha hoga,lekin jab app mobile par youtube video dekhte hai tab apko video ka links nahi dikhai deta.Isiliye app mobile par youtube video download karne keliye uc browser par jana hoga.Ajkal tou sabhi android user ke pass uc browser rehta he hai app uc browser use karke youtube video asanise download kar sakte hai.Mei apko screen shot ke sath dikha deta hu kaise app download kar sakte hai.

  • Website Real Hai Yah Scam (Fake) Hai Kaise Check Kare
  • Kolotibablo Par Captcha Data Entry Karke Paise Kamaye
Step 1

Sabse pehle app uc browser mei jo youtube ka icon rehta hai usko click karke youtube site ko open kar lijiye.Youtube open hone ke bad app jo video download karna chahte hai usko open kare.Sabse upor click kare jo mei apko screen shot mei dikhya hai.

  • Paytm Wallet Se Kisi Bhi Bank Account Me Paise Kaise Transfer Kare
  • Hindi Typing Kaise Kare Microsoft Word Me

Step 2

Abhi apko video ka links milega app us links me youtube ke aage ss lagyaye.Example http://m.ssyoutube,com/watch… uske bad app go options par click kar dijiye.

Step 3

Abhi app dusere site mei chala jayega.Waha par apko download ka options milega aur app kitne size ka video download karna chahte hai usko select karke download options par click kar dijiye apke video download hona suru ho jayega.

Computer

Computer mei jab youtube video dekhte hai tab waha pe video ka links humko asanise dikhai deta hai tou hum computer mei easily video download kar sakte hai.Computer mei youtube video download karne keliye app youtube site ko open karke jo video download karna chahte hai usko open kare aur Links mei youtube ke aage ss laga dijiye aur ok kar dijiye.Uske bad dusre site par chala jayega aur waha se app video size select karke video download options par click karke video ko asanise download kar sakte hai.

  • Online Translations English To Hindi Kaise Kare : Any Language
  • Apni Website Blog Ke Liye Free Logo Kaise Banaye

Tou dosto youtube video kaise download karte hai mei apko is post mei bataya.Agor apko aur bhi kuch jankari chahiye tou app niche comment box comment karna nahi bhuliye.aur sath mei mera social site par bhi follow karna nahi bhuliye.

The post YouTube Video Download Kaise Kare Bina Software Ke appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

YouTube Video Download Kaise Kare Bina Software Ke

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×