Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Successful Blogger Kaise Bane-5 Blogging Tips

My readers aaj mei apko batauga ki Successful Blogger Kaise bante hai,jou ek blogger keliye bahut he important hai.Jab ek new blogger apne liye ek blog banate hai tab wo blogger choste hai ki mei apne blog se bahut sare paise kamake apna career bloggingse he banauga.Aur kuch log jaise choste hai waise successful blogger ban bhi jate hai lekin kuch log he apna kamiyabi hashil nahi kar pati.Iska bhi bahut sare region hai jou mei app is post ko padhke samajh jayege.

Mei sabhi new blogger ko ek bat jarur batauga ki mehnot aur emandari se agar app blogging kare tou app ek successful blogger jarur ban jayegi.Jab app ek new blog banate hai tab app new blog mei bahut he mehnot karna padhta hai.Ek blog success hone keliye blog mei traffic hona bahut he important hai tabhi app ek successful blogger ban sakegi.Tou dosto chaliye start karte hai successful blogger kaise bane

  • Website Blog Difference Kiya Hai Uski Jankari Hindi Me
  • Blogger Vs WordPress Kaun Sa Platform Best Hai

Successful Blogger Kaise Bante Hai

1.Blog mei quality content publish kare taki logo ko padhke bahut he pasand aye.App apne blog mei kuch aisa article publish kare jou viewers apke article padhe uske bad fir se apke blog mei view karne ko mon kare.App apne article mei kuch naya shikhne ka topic publish kare jou dusere blog mei nahi ho.Agor hai bhi tou app unse bhi achha likhne ki koshish kijiye.Aisa nahi ki app dusere se completion lagaye app shift apka knowledge lagaye.

2.Sabse important hai interest.Apko kisme interest hai yeh tou apko he pata hoga.Ek blogger ko blogging interest hona chahiye tabhi app successful blogger ban payegi.Agor app shirft paise kamane ke bare mei chose tou app success kabhi bhi nahi honge.App blogging me interest badhane keliye app ek blog bana lijiye aur apne blog mei thora time dijiye.App apne blog mei aisa article publish kare jiske upor apke knowledge ho.Example Internet,Computer,Technology, Swimming ,Singing ,cricket,Game any sport etc…

  • Google Adsense High Paying Keywords 2017 for Highest Click Rates
  • Google Adsense Disabled Kiyo Hota Hai Hindi Me

3.App apne viewers ko god ki tarah manna hoga.Kiyo ki viewers ane par he humare blog success hote hai.Agor koi viewers apke blog mei comment karke question puchte hai tou app uska answers jarur dena chahiye,kiyo ki ek blogger ka maksat he hota hai dusere ko help karna.App apne viewers ko jyada se jyada help karne ki kosish kijiye.jitne log apse question puchte hai app sabhi ka answers dene ki koshish kijiye.

4.App blog mei regularly content post kijiye.apke blog ka jou bhi purane visitors rehta hai wo log hamesha naya article ka intazar karte hai.App popular blog mei dekh sakte hai wo lag 2,3 din ke bad kuchna kuch apne blog mei article publish karte he hai.Agor app apne viewers badhane chahte hai tou app ek month mei minimum 10 article publish karne ki koshish kijiye.

5.App apne blog mei sahi information dene ki koshish kijiye.Bahut sare blog mei maine dekha hai kebal paise kamane keliye he blogging karte hai.Wo log title mei alog information aur article mei kuch aur jankari dete hai.Aise log kabhi bhi success nahi ban pate app aisa galatiya mat kijiye.App hamesha sahi information deke logoko help kare.

  • YouTube Video Download Kaise Kare Bina Software Ke
  • Facebook Account Hack Kaise Kare Sabse Easy Tricks

Tou dosto maine is post mei bataya ki successful blogger kaise bante hai.Agor app mere bataye huwe 5 tips ko follow kare tou app ek din jarur success honge.Agor apko aur kuch jankari chahiye tou app niche comment box mei jarur comment kijiye.

The post Successful Blogger Kaise Bane-5 Blogging Tips appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

Successful Blogger Kaise Bane-5 Blogging Tips

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×