Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Latest Mohabbat Shayari In Hindi 2022 | Mehbooba Maan Jayegi

Rate this post

You are not landed wrongly on page Latest Mohabbat Shayari In Hindi. We brings you here, Dont know why?

Because we know that you are looking for bran new Mohabbat Shayari posts for whom? oh man obviously either for your girlfriend(mehbooba) or boyfriend (mehboob). Literally don’t want to make you feel bored. But We have a great collection of Mohabbat ki Shayari . I bet You would not find better than this.

Latest Mohabbat Shayari In Hindi 2020 | Mehbooba Maan Jaye Aisi Shayari

Chand Ka Mizaaj Bhi

Tere Jaisa Hai “Faraz”,

Tammana Hot Hai

Pa Nazar Nahi Aata.

– Ahmad Faraz

Jo Ke Diya Wo..

Alfaaz The.

Jo Keh Na Sake Wo,

Jazbaat The.

Jo Kehte Kehte Na Keh Paaye Wo,

Ehsaas The.

– Unknown

Mili Hayaat Hi Aisi Ke

Haya Bhi Ro Padi,

Teri Talash Mein Zalim

Saza Bhi Ro Padi

-Unsaidwords

Kahna Ky Achahti Hun,

Kya Bol Deti Hun,

Bewajah

Mtere Mijaaj Mein,

Narajgi Ghol Deti Hun..

Abi Mashroof Hun,

Kbhi Fursat Me Sochunga

Ke Tujh Ko Yaad Rakhne Mein,

Main Kya Kya Bhool Jata Hu.

Mashroof Hai Khalaq

Eid Ki Teyarion Mein Aur Main

Mahv-E-Fikar Hun Ke

Sab Se Hans Kar Milna Hoga..

Kuch Din Se Unko Bi

Humari Aadat Si Ho Gyi Hai.

Shayad Shararat Karte Karte

Unhe Bhi Mohabbat Ho Gyi Hai.

Tere Ishq Ki Beqadri Ne Mujhe

Beparwaah Bana Diya

Mera Ishq Kaab-E-Khana Se

May Khana Bana Diya.

Jis Rishte Ko Na De Sako

Anzaam-E-Mukammal

Koshish Karna Us Rishte Ko

Sapno Ka Sahara Bhi Mat Do..

-Gulzar

Izjat Ke Rishte

Mohabat Ke Rishton

Se Bareh Hote Hain.

Zubaan Toh Khol,

Nazar Toh Mila,

Jawaab Toh Deh,

Main Kitni Baar Lutaa Hun,

Mujhe Hisaab To De.

– Rahat Indori

Tabiyat Khraab Si Hai,

Tum Bahon Me Le Na Sak To,

Duya Hi Kar Dena Humae Liye.

Sadgi To Dekho Un-Najron Ki,

Humse Bachne Ki Koshish Mein

Baar Baar Hume Hi Dekhti Hai.

Two Lines Mohabbat Shayari In Hindi | Mohabbat Bhari Shayari

Ishq Ki Raah Mein Do Hi Manzile Hai “Faraz”

Ya Dil Mein Uttar Jana, Ya Dil Se Uttar Jana.

-Ahmad Faraz

Ahmad Faraz

Sabse Chota Mahina Chuna Hai Mohabbat Ke Liye,

Ye Kaam Ishq Walo Ka To Nahi Lagta.

-Unknown

Ab Koi Mujhko Dilaye Na Mohabbat Ka Yakeen,

Jo Mujhe Bhool Na Sakte The Wahi Bhool Gye.

Tujhse Judi Har Baat Mere Liye Khaas Hai,

Shayad Yahi Pehla Pyaar Ka Ehsaas Hai.

Marne Walon Ki Khair Ho Maula,

Mere Din Bhar Gulaab Bikte Hain.

Mohabbat Shayari In Hindi

Baat Hi Aap Mein Kuch Aisi Thi,

Dil Na Dete Toh Jaan Hi Chali Jaati.

Mohabbat Shayari

Kuch Tasveere Mili, Kuch Yaadein Mili

Jo Chupa Rakhithi, Wo H Kitaabein Mili.

– Wajid Shaikh

Khuda Usey Tumhara Mehram Kare..

Jis Na’mehram Ki Mohabbat Mein Tum Girftaar Ho..

– Malik

Pakeezgi To Ab Nafrat Mein Reh Gyi Hai,

Mohabbat Mein To Ab Kaprey Utarte Hain.

Main Maut Se Darta Nahi Hun Bas,

Tumhe Khone Se Darta Hun.

Jab Koi Insaan Nazar Andaaz Karna Shuru Karde,

Toh Samajh Lena, Uski Zaroortein Poori Hogyi Hai.

Mujhse Pahli Si Mohabat

Mire Mehboob Na Maang.

Best Ever Ishq Mohabbat Shayari In Hindi | Mohabbat Shayari With Pictures

Itni To Teri Soorat Bhi Nahi Dekhi Maine,

Jitna Tere Intzaar Mein Ghadi Ko Dekha Hai.

Roz Toheen Na Kar Tark-E-Taluq Kar Le,

Warna Ek Roz Mera Tamaasha Hoga.

Mohabbat Hai Jo Bas Rohaani

Baqi Sab Fani Hai Fani.

Kahani Nhizindgi Chahiye

Tujhsa Nahi Tu Chahiye.

Sitaaron Ki Baat To Purani Ho Gyi Hai,

Main Us Ke Liye Chaan Ikathay Kar Raha Hun.

Jisko Dar Hi Nahi Tha Mujhe Khone Ka,

Use Kya Afsos Hoga Mire Na Hone Ka.

Log Kahte Hai Ki Nafrat Kharaab Chiz Hai,

To Mohabbat Knsa Jhoola Jhulati Hai.

The post Latest Mohabbat Shayari In Hindi 2022 | Mehbooba Maan Jayegi appeared first on Hindi Shayari Sad Sms Punjabi Status - Shayaristatus.com.



This post first appeared on Hindi And Punjabi Shayari Satus In Shayaristatus.c, please read the originial post: here

Share the post

Latest Mohabbat Shayari In Hindi 2022 | Mehbooba Maan Jayegi

×

Subscribe to Hindi And Punjabi Shayari Satus In Shayaristatus.c

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×