Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

3 दिन मे पेट कम करने और मोटापा घटाने के घरेलू उपाय नुस्खे

Add caption


पेट कम करने के घरेलू उपाय में एक श्रेष्ट उपाय है की आप हर रोज भोजन के साथ कच्चे पपीता का सेवन करे
. कदु कस कर के खाए. खाना खाने के बाद पक्का पपीता खाने से भी अत्यंत लाभ होता है.
Pet kam karne ke upay in hindi mei ek shresht upay hai ki aap har roz bhojan ke saath kachche papite ka sevan kare. Kaddukas kar ke khaaye. Khaana khane ke baad pakka papita khane se bhi atyant laabh hota hai.
मोटापा कैसे कम करें इस प्रश्न से परेशान ना रहे. बस, शौक से दही का सेवन करे. छाछ बना के पिए तो भी उत्तम है मगर ध्यान रहे की शक्कर (चीनी) का उपयोग ना करे.
Motapa kam kaise kare is prashna se pareshan na rahe. Bas, shok se dahi ka sevan kare. Chaach bana ke piye to bhi uttam hai magar dhyan rahe ki shakkar (chini) ka upyog na kare.
मोटापा कम करने के घरेलू उपाय में अब चीनी की ही बात करे तो इस को अपने जीवन से बिल्कुल दूर हटा दे और इस के बदले stevia powder का उपयोग करे जो कुद्रती शक़ऱ पदार्थ है जिस में calories बिल्कुल नहीं होते है.
Motapa kam karne ke gharelu upay mein ab chini ki hi baat kare to is ko apne jeevan se bilkul dur hata de aur is ke badle stevia powder (meethi patti powder) ka upyog kare jo kudrati shakkar padarth hai jis mein calories bilkul nahin hote hai.
आप ने देखा होगा मज़दूर लोगों का और खेतो में काम करने वाले लोगों का और गाँव में रहने वालो का पेट कभी बढ़ा हुआ नहीं होता है. इस का राज़ है प्याज़, लहसुन और हरी मिर्च. आप भी इन तीन तत्वो का हर रोज कच्चा ही सेवन करे, चट्नी के रूप में या तो किसी और तरीके से और रहे चर्बी से मुक्त.
Aap ne dekha hoga mazdoor logon ka aur kheto mein kaam karne vale logon ka aur gaon mein rehne vaalo ka pet kabhi badha hua nahin hota hai. Is ka raaz hai pyaaz, lehsun aur hari mirch. Aap bhi in teen tatvo ka har roj kachcha hi sevan kare, chutney ke roop mein ya to kisi aur tarike se aur rahe charbi se mukt.
हर रोज सवेरे उठ के करेले का जूस पीने की आदत डाले और इस के साथ लौकी, चुकंदर, गाजर और पत्तागोभी को भी अगर शामिल करे तो और भी फ़ायदा होता है.
Har roj savere uth ke karele ka juice peene ki aadat dale aur is ke saath lauki, chukandar, gajar aur pattagobhi ko bhi agar shamil kare to aur bhi fayde hota hai.
दोपहर को भोजन करने के बदले कच्चे सब्जी जैसे की खीरा, टमाटर, प्याज और हरी पत्ते वाली सब्जी का कचुंबेर खाए.
Dopahar ko bhojan karne ke badle kachche sabji jaise ki kheera, tamatar, pyaaj aur hari patte vali sabji ka kachumber khaaye.
गेहू के आटे की रोटी ना खाए. चने का आटा और जौ के आटे का इस्तेमाल करे
Gehu ke aate ki roti na khaaye. Chane ka aata aur jauu ka aata istemal kare.
भारी भोजन करने के बदले आप सिर्फ़ हल्का और कम मात्रा में खाए. दिन में 2 बार भारी भोजन से 4-5 बार थोड़ा-थोड़ा खाना बेहतर है.
Bhari bhojan karne ke badle aap sirf halka aur kam maatra mein khaaye. Din mein 2 baar bhaari bhojan se 4-5 baar thoda thoda khaana behtar hai.


This post first appeared on Whataap Jockes And Romantic Story, please read the originial post: here

Share the post

3 दिन मे पेट कम करने और मोटापा घटाने के घरेलू उपाय नुस्खे

×

Subscribe to Whataap Jockes And Romantic Story

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×