Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Android SmartPhone Ko Root Kaise Kare Root Karne Ke Fayde Or Nuksan

How To Root Android Smart Phone



Aap Sabhi Ka swagat Hai Hamare Hindi Blog Blogging Mistake me 

 hum aaj bat karenge ki android smart phone ko root kaise karte hai. Aur root karne ke fayde or nuksan

Android smart phone  ko root kaise karte hai aapne jarur suna hoga rooting ke bare me root ka matalab ki mobile ki jad ( जड़ ) Tak Jana root karke aap apne mobile ko apane tarike costomize kar sakte pura mobile ka control aapke hath me

Root karne se pahele aapko rooting ke bare me jankari honi chahiye kyuki aapki choti si galti se aapka pura mobile dead Ho sakta Hai 

Root Kyu Karna Chahiye 


dosto root karne se pahele aapka pata hona chahiye ki mobile kyu root kar rahe hai aapne playstore pe bahut se apps dekhe honge jis pe root require ka option hota hai un apps ko aap tabhi run kar sakte hai jab aapka mobile root hota Hai... or Bahut se fayde bhi Hai...

Root Karne Ke Fayde 


【 1 】 Android system ko acess kar sakte Hai Or edit or remove kar sakte Hai ..

【 2】 pre-install apps ko remove kar sakte hai

【 3】mobile ko fast kar sakte hai ram & internal storge badha sakte Hai

【 4 】 agar Aapke Mobile ki Battery Jaldi low Ho Jati Hai to aapko Rooted mobile Me background apps stop Karke Battery Life Badha Sakte Hai

【 5 】 custom Rom Install kar Sakte hai Agar aapke Mobile me Abhi new Upadte nhi Aai Hai or Aapke mobile ko KitKat se lolipop me Update karna chahte Hai to aap Custom Rom se Kar Sakte Hai

【 6 】 Root karne ke Bad aap Haking Apps try Kar Sakte Hai

【 7 】 remove Ads --> Mobile ko Root karke Hum kisi Bhi apps Ya Games ki Ads ko Remove Kar Sakte Hai ..

【 8 】 Hack wifi ---> rooted Mobile se Aap kisi Bhi wifi Ko hack Kar sakte hai
And Bahut si Haking kar Sakte hai .

 ROOT karne ke aise bahut se fayde Hai jis se Aap root karke fayde Utha Sakte hai but Root karne Se aapko Nuksan Bhi Ho sakta hai Kay Kay nuksan Hote Hai Jane 

Root Karne Ke Nuksan 


【 1 】 Root karne se Appke mobile warranty khatam ho Jati Hai

【 2 】Root karte time Aapka mobile Damage Bhi Ho Sakta Hai...{ maine abhi tak 3 mobile root kiye mere sath aisa kuch nhi Huaa but xpert ka kahena hai ki aisa Ho sakta Hai }

【 3 】 Root karne se aapke mobile ka sara Deta delete Ho Sakta Hai 

Root Kaise karte Hai 

【 1 】 
 sabse pahele aap apne Mobail me king root app download kare..

【 2 】 
  app ko open kare ...



【 3 】

Try To Root pe click kare..

【 4 】
 root start hoga percentage 100 hoge tab aap ka Mobail successful root ho jayenga...

Agar aapka Mobail root na ho to  app ko band karke fir se open karke start root pe click karke root kare..

Jab Mobail complete root ho jayenga tab niche image jaisa batayenga...



Ab aap upar image main dekh sakte ho ki jab Mobail root hoga tab right icon ayenga or Root successful likha ayenga Tab aapka Mobail successful Root Ho Jayenga

Root karte smay dhayan me rakhe

 Mobail ki battery 70 % se 80% se upar honi chahiye kyu ki jab Mobail ka rooting on hoga or Mobail band ho gaya to fir Mobail damage ho sakta hai..

Note :- aap Mobail root karte hai to aapka Mobail damage / kharab hota hai to www.bloggingmistake.com ki javabdari .nahi hai
Aap apne own risk pe APAna Mobail root kar sakte ho.


Aapko Hamara Ye post  Kaisa Laga Hame Comment ke madhaym Se Jarur Bataye Or Post Ko Share Jarur Kare. ...




This post first appeared on Blogging Mistake, please read the originial post: here

Share the post

Android SmartPhone Ko Root Kaise Kare Root Karne Ke Fayde Or Nuksan

×

Subscribe to Blogging Mistake

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×