Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Free me domain hosting kaise karen - host your domain for free

Free Domain hosting kaise karen : Secret method

Hello guys welcome back to iTrickGuru

Friends aapne FreeNom.com se to free me domain buy kar liya lekin aapko ise host bhi karna padega jaisa ki main aapne pichhle post me bataya tha. To aaj ke is post me main aapko bataunga ki aap kaise apne site ko host kar sakte hai.

Website connect karne ke baad use server me connect karna jaruri rahta hai, bina hosting ke aapka ye site abhi ready nahi hua hai.

website Host karne ka process ekdum easy hai aur zaruri bhi hai.

Agar aap direct is blog par aa rahe hai to hamare pichhle post ko zarur read kare
Free domain buy kaise karen, free website banaye

FREE ME WEBSITE KO HOST KAISE KARE

Step by Step Guide

Step 1 - Aapne Free me domain buy kar liya ho use host karne ke liye aapko Www.FreeWha.Com par visit karen
Or Click here

Step 2 - Page open hote hi aapke samne do box hoga, ek subdomin site ke liye aur dusra domain ko ke liye. Dusre box me aapko apne website(domaim) ko paste kar dena hai.



Step 3- Domain name type kar process button par click kar dey aur next page aapko apna email address fill kar, new password create kar process kar den.

Step 4 - Next page me aapko apne site hosting ke kuch information mil jayega. Kuch server code milega jise aapko us site se connect karna hai.
Yaha aap apne site ka name aur created password dekh sakte hai.

Step 5 - (ab back 2 page back kar le) starting page me aap sabse top par red/white me member area option dekh sakte hai. Usme aap apne site ka address enter kar go to control panel me click kar den.





Isse bhi padhey
  • Phone khone par bhi pata karen uska IMEI number
  • Kisi bhi webpage par kaise use karen yellow highlighter
  • kaise Track karen unwanted / fraud emails bhejne walo ko

    Step 6 - new tab open kar firr se www.freenom.com open karen aur apne account me login karen.

    Step 7 - Login karne ke baad sabse niche 'MY DOMAIN' par click karen.
    Next page me aapka domain show hone lagega with expiry date. Yaha aapko MANAGE DOMAIN option milega. Us par click karen



    Step 8 - Manage domain me click karne ke baad next manager tool opton dikhayi dega, us par click kar de click karte hi kuch aur option dropdown hoga.. Usme nameserver par click kar den.

    Step 9 - Next page me aapko ek tik option milega




    Isme Use costom nameserver me tik kar den
    aur 5 box jisme kuch server name likha hoga. Use cut kar new servername enter karen.
    Servername aapko freeWha.com me mil jaye site information ke andar ya isko bhi aap copy kar paste kar sakte hai.
    ns01.freewha.com
    ns02.freewha.com
    ns03.freewha.com
    ns04.freewha.com
    ns05.freewha.com

    Ab ise save kar den.. Ho gaya aapka site host.. Ab simple go to site manager me jakar apna site design kar sakte hai.

    Thanks for visiting... Keep visiting


  • This post first appeared on ITrickGuru, please read the originial post: here

    Share the post

    Free me domain hosting kaise karen - host your domain for free

    ×

    Subscribe to Itrickguru

    Get updates delivered right to your inbox!

    Thank you for your subscription

    ×