Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

WhatsApp par Games aur App apk file kaise send karen - Latest Trick 2017

Whatsapp aaj ka bahut hi famous social app ban gaya hai. koi aisa nahi hoga jo Whatsapp use na karta ho. WhatsApp me message Send karne ke sath-sath kuch Media files bhi send kiya ja sakta hai jaise images, videos, Audios aur sath hi txt, pdf jaise document bhi send kiya ja sakta hai. Lekin WhatsApp ne aisi facility nahi di hai ki koi bhi apps ko ya games ko kisi dusre person ko send kar de. aisa abhi WhatsApp me option hi nahi hai. Lekin is trick ko follow karne baad aap easily koi bhi apps ko ya koi bhi games ko send kar sakte hai.

WhatsApp me send karen apk files


Setp by step = WhatsApp se Kaise send kare Apps aur games


Step 1 = App ya games jaise large file share karna WhatsApp se possible nahi hai kyoki isme koi option nahi hai. Iske liye aapko ES file explorer download karna hoga.
Download karne ke liye yaha click karen

{{Ye app sender aur receiver dono ko install karna padega, to apne friend jise aap app ya game send karna chahte hai use bhi download karne bole}}

Step 2 = App install kar open karen. Aapke samne mobile ke sabhi folders ko show karega. Upper me Internet Storage + External Storage ko show karega.

{{SDcard ko read karne ke liye Garnd Access permission ko allow karen.}}

Step 3 = Ab use folder par visit karen jaha aapka wo app ya game hai jise aap send karna chahte hai.



Step 4 = App/game milne par use app/game ko long press karen. Kuch options aayega usme se Rename ko click kar... App ko rename karen kuch is tarah..

Chess Free.apk
se
Chess Free.txt
ya
Chess Free.pdf


Change name from apk to txt


Step 5 = App/game rename kar save kar de, aur firr se long press kar share option me click kar WhatsApp se share kar de. Jab aapka friend ise download karega to ye txt ya pdf file me hi download hoga. To ise apk me convert karne ke liye niche ka process padhe.

Send via WhatsApp


WhatsApp me .Apk file send nahi hota but .txt ya .pdf send hota hai to ye easily send ho gaya. Aur data utna hi laga jo us app/game ka size tha.

Aapne to ise txt ya pdf me send kar diya. Receive karne wala bhi ise txt ya pdf file me hi receive karega.

So aapke friend ko isse opposite work karna padega.
Jo step - by - step niche hai.

Step 6 = Aapke friend ko bhi ye ES File explorer app download kar, install kar, open kar grand access ko allow karna hoga.

Fir Internal storage me click kar WhatsApp ke folder folder me jana hoga.
Fir media, fir document folder me us app ko search kar, long tap kar fir se rename karna hoga. Rename just opposite karen

Chess Free.pdf
ya
Chess Free.txt
se
Chess Free.apk


Change-name-from-txt-to-apk


Rename karte hi ye document file se Apk file me convert ho jayega jo aasani se install ho jayega.

Explore apk


To is type se aap kisi bhi app ya game ko easily send kar sakte hai.

WhatsApp latest tricks, ise bhi padhe:

  • WhatsApp Status update kar kaise kamaye paise
  • WhatsApp aur Facebook par kaise share karen colorful message
  • Latest and New features of WhatsApp - Hindi
  • WhatsApp aur Facebook par kaise share karen colorful message


  • This post first appeared on ITrickGuru, please read the originial post: here

    Share the post

    WhatsApp par Games aur App apk file kaise send karen - Latest Trick 2017

    ×

    Subscribe to Itrickguru

    Get updates delivered right to your inbox!

    Thank you for your subscription

    ×