Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Facebook Ko Hacking se Bachane Ke Liye 5 Tips in Hindi

Hello Dosto, Apko Pta Hoga Ki Facebook par Monthly Active User 1.59 (1.5 Arab) Hai. Aur Unme Se Ek App bhi hai. Facebook Ek Social Site Hone Ke Sath Sath Manav Jeevan Ka Ang Ban Gya hai.
To Ajj Ye Post Facebook Ki Suraksha Aur hacking Se Bachne Ke Liye Apki Madad Karega !
Yaha Par Speical tip Share Karunga Jo. Har Ek Facebook User Ke Liye Jaruri Honge:



Read :  Facebook Account Deactivation aur Deletion Me Kya Anter hai


Facebook Account Ko Hackaro Se Bachane Ke Tips
  • Facebook ka Password Gupt Hona chahiye App Bhulkar Bhi Kisi Other Person Ko Facebook ka Password Share na Kare !
  • Email Protection: Dhyan Rahe Agar Apne Facebook Account Email se Attach Kiya hai to Apko Facebook Ke Sath Sath Email Ka password bhi Protect Rakhna Padega, Agar Kisi Ne Email Me Access Ya Hack kar li To App Facebook Sahit Apni Bahut Social Site Par Khatra ho Jayega hai.
  • Facebook Password Ya Email ID ka Password Select karte Samay App Password me Name , Common Word , Mobil Number , Girl-Friend Name , Etc. Se Bachna Chahiye Aur Jyadatar User Yahi Galti Karte hai , Jisse Unka password Aasani Se Guess ( Anuman) Lagaya Ja Sakta hai. App Special Character ( #@$ ) Ka Upyog Bhi Kar Sakte hai


  • Agar App Cyber Cafe Net Use Kar Rhe Hai to Phele Check Karle Ki Usme Koi Hacking se Related Koi Software Phele se Install Na ho Jisse ki Apka Password Copy Ho Jaye to Bad Me Problem Create Ho Jaye, Dhayan se Log-in Karne Ke bad Aur Facebook Upyog Karne Ke Bad usse Dhyan Se Log-out Jarur Kariyega , Wo Public Computer hote hai. Esliye Log-out Karna Mat Bhulna !
  • Agar App Personal Computer Use Kar Rhe hai to Usme Active Antivirus Jarur Install Kare, Jisse hacking ki Itna Khatra nhi hota hai.
Bahut se Facebook User Ka Kehna hota hai Ki Hmara Account Koi Hack Nhi Sakta Aur Ho Bhi To koi Farak Nhi Padta Me Un Log Ko kahna Chahunga Ki Facebook Account Bade Bade Celebrities Ho jate hai to Hum to Normal Insaan hai. Aur Hacking ke Me Facebook  Friends Ke bich Hamari ek Acchi Image Gir jaati hai Jo Ek Social Sites Aur Reality Ke Liye Kaafi Bura Hota hai.

Aur App Samajh Honge ki In Tips Ko Share Karne Ka Mera Purpose Kya Tha.
I hope Ye post Aapke Kaafi Kaam Aayega aur App Dusro Ko Bhi ye Share Karenge !

Padne Ke Liye Dhaynawad All the Best for your Future :)




This post first appeared on My Hindi Help, please read the originial post: here

Share the post

Facebook Ko Hacking se Bachane Ke Liye 5 Tips in Hindi

×

Subscribe to My Hindi Help

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×