Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Google Adsense me Address PIN Verify Kaise Kare

Google Adsense par address pin verify kaise kare me apko is post me batauga.Dosto agor apke pass blog hai aur app apne blog se paise kamane chahte hai tou app jarur google adsense code apne blog me lgaye honge.Hum sabhi blogger paise kamane keliye jyadatar google adsense code he apne blog me add karte hai.Kuch he log hai jou adsense use nahi karte.Mei apko adsense account address pin verify kaise karte hai is post me sabhi details batauga.

Google adsense keliye jab hum apply karte hai tab hum apne ghar ka address sahi dena chahiye taki humare adsense pin humare sahi address me aye.Jab hum apne blog me adsense add use karte hai tab humo paise milte hai,jab humare adsense account me 10$ hote hai tab humare address verify karne keliye adsense humare address par ek address pin code bhejte hai,aur wo adsense pin code se humare adsense account ko verify karna padhta hai.

  • Perfect Money Account Kaise Banaye India Me
  • Payza Account Kaise Banaye Verify Kaise Kare

Google Adsense Address Pin Verify Kaise Kare

Jab apke adsense account me 10$ hoga tab apke adsense account me ek red color ka menu dikhai dega aur apke address par pin send kar dega.Example apke adsense account me 100$ ho gaye hai tab agor adsense account ko adsense pin se verify nahi karenge tou app wo paise withdraw nahi kar sakte hai.Adsense tou 10$ hone par pin code bhej dete hai lekin sahi address se adsense account nahi create karne par bahut logo ke pin return ho jate hai.Agor apke pass google adsense ka pin hai tou verify kaise kare aye shikhte hai.

Step 1

Sabse pehle app apne google adsense account login kare,uske bad app setting par click kare.Setting par click karte he payment options dikhai dega app abhi payment par click kare.

Step 2

Payment par click karte he adsnese pin add karne ka options ate hai.App apke sahi pin no dalke submit pin par click kar dijiye.Jaise he apke adsense address verify ho jayega tab app adsense se paise withdraw kar sakte hai.

  • Kolotibablo Par Captcha Data Entry Karke Paise Kamaye
  • MegaTypers Me Captcha Data Entry Karke Paise Kaise Kamaye

apke adsense account verify hone ke bad apke account me jou red color ka menu dikhai deta hai wo dikhai nahi dega.Ek bat ka dhiyan rakhna hai ki apke pin 3 time he dal sakte hai agor app 4 time galat pin submit kiya tou apke adsense account suspended ho jayega.

Tou readers kaise apke google adsense address pin verify karte hai me apko is post me bataya.Agor apko mera ye post achha loga tou share jarur kijiye.Kuch question puchna chahte hai tou app niche comment box me puch sakte hai.

The post Google Adsense me Address PIN Verify Kaise Kare appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

Google Adsense me Address PIN Verify Kaise Kare

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×