Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Blogger Sidebar Widget Ko Sticky (Fixed) Kaise Kare?

blogger blog me side bar kaise fix kare

Dosto aaj me aapko bataunga ki Blogger blog me Sidebar Widget ko Sticky matlab ki Fixed kaise kar sakte hai.


Dosto blogger me Koi plugin nahi hai isiliye aap blogger me  Script aur code se hi aap function ko enable kar sakte ho.

Yaha par bhi me aapko ek script dunga bus aapko sirf usko copy karna hai aur apne blog me add karna hai.
Aur bus aapka kaam ho gya bhai..

⃘ Blogspot Blog me Favicon Kaise Add kare


To chaliye aapko vo script bata deta hu jisse aap blogger blog par sidebar widget ko aap fix kar sakte hai aur iski madad se scroll down karne par bhi sidebar blank space show na kare.



How to fix sidebar widget in blogger blog


∎ Dosto aapko sabse pehle to jo widget ko fix karna hai uski widget id ko find kare.

 Ab widget id ko find karne ke baad us id ko kahi Note karle.


 Ab aap blogger Theme option par click kare aur Edit HTML par click kare.

 Abhi aapko Aapki Theme me CTRL+F press karna hai.

 Aur jo search box khule usme

ko find karna hai.

 Ab aap ke thik Uper ye Code past karde .





Note:  YOUR_WIDGET_ID ki jagah aap apni widget ki id ko add karke aur uske baad template ko save karde.

Dosto ye code Ekdam sahi tarah se work kar raha hai, ise maine manually test bhi kiya hai.

⃘ Website Ya Blog Kaise Banate hai Free Me


To dosto dekha aapne ki kis tarah se aap apne blogger blog me widget ko fix kar sakte ho aur vo bhi ekdam aasan tarike se.

Ye code add karne ke baad aap dekh sakte hai ki aapka fix kiya hua widget apni jagah se move nahi hoga aur vo sirf ek hi jagah pe stick rahega.

⃘ Backlinks kya hai Aur Blog ke liye Backlinks Kyo Jaruri hai

Dosto ye article aapko kaisa laga hame comment karke jarur bataye. Aur agar aapko koi problem aati hai to bhi hame comment karke bataye ham aapke problem ka solution aapko dhundh ke denge.



∎ Popular Article:

 Blog Ko Successfull Kaise Banaye Janiye Kuch Aashan Tips
 Blogger me Navbar Ko kaise remove kare
 Blogger par Post Schedule Kaise Kare?
 Website Mobile Friendly Hai Ya Nahi Kaise Check Kare
 Facebook Page Like box ko Blog me Kaise Add kare



This post first appeared on SupportMeYaar, please read the originial post: here

Share the post

Blogger Sidebar Widget Ko Sticky (Fixed) Kaise Kare?

×

Subscribe to Supportmeyaar

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×