Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Kisi Ki Narazgi Door Karne Ki Dua – Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa Aur Amal

Narazgi Door Karne Ki Dua

Do insaano ke beech ka rishta bahut hi nazuk hota hai. Agar do insaan apas mein dost hai wo chahenge ki unke beech kabhi koi aisi baat na ho jisse unke beech Narazgi aa jaye. Lekin agar aap ke aur aapke dost ya kisi aur kareebi ke beech kisi wajah se koi narazgi aa jaye to narazgi door karne ki dua hai. Jisko padh ke aap apne dost ki narazgi ko khatam kar sakte hai.

Kisi Ki Narazgi Dur Karne Ki Dua

kisi ki narazgi dur karne ki dua ko padhke aap asani se kisi shaqs ke gusse ko ya uski narazgi ko dur kar sakte hai. kisi ki narazgi dur karne ki dua ko sirf aapne liye hi balki kisi aur do shaqs ko milwane ke liye bhi padhi jaa sakti hai.

Isi tarike se kisi ki narazgi khatam karne ka wazifa bhi hai. kisi ki narazgi khatam karne ka wazifa se insaan asani se apne dost ya kareebiyon ke gusse ko khatam kar sakta hai.

Aksar humne dekha hai do insano ki soch ek doosre se nahi milti aur woh kisi na kisi wajah se ek doosre se jhagda karte rehte hai. Aise logo ko chahiye woh Narazgi Door Karne ki dua ko padhe. Yeh dua bahut hi asardar hai aur aapko bahut fayda pahuchayegi. Is dua ko padhne se sirf narazgi nahi khatam hogi balke mohabbat bhi paida hogi do insano ke beech.

Kisi Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa aur Amal

Humne aksar dekha insaan choti si baat pe gussa ho jata hai. Jab insaan is dua ko padhega to uska dimag thanda ho jayega aur uski narazgi door ho jayegi. Lekin is dua ko sahi tareeke se padhne ke liye aapko hamare Islamic specialist ki madad leni chahiye. Woh aapko is dua ko sahi tareeke se padhna sikhayenge.

Narazgi Khatam Karne Ka Amal, Jo Ki Kafi Istemal Kiya Jata Hai Neeche diya gaya hai 

  1. Jo insaan is amal ko kare usko chahiye ki pehle woh wuzu banale.
  2. Uske baad 11 baar durood shareef ko padhe.
  3. Phir uske baad 1250 baar “Al Kabeer” padhe.
  4. Uske baad narazgi door karne ki dua ko parhe – “Fainna Hasbakal Lahu Huwal Lazi Ayi Yadqa Bina Sarihi Wa Bil- Momineen”.
  5. Uske baad aakhir mein phir 11 baar Durood Shareef ko padhe.
  6. Uske baad isko ek glass pani mein dum karke us shaqs ko pilaye jo aap se naraz hai.
  7. Phir Allah Pakk se dua mange. Kyunki sab kuch Allah Pakk ke haath mein hai, wahi bigadte rishton ko mazboot banana wala hai.
  8. In sha Allah, kuch din baad jo shaqs aap se naraz tha uski narazgi khatam hojayegi.

Is tarah se aap narazgi khatam karne ka amal ko kar sakte hai. Lekin, har tarah ki narazgi ke liye alag amal ka istemal hoga. Apni narazgi ke mutabik amal jaane ke liye, hume contact karein. Yeh narazgi door karne ki dua bahut hi kamyab aur asardar hai. Is dua ki madad se bahut se logo ki narazgi khatam ho gayi hai aur agar Allah miyan ne chaha toh ye dua aapki bhi kaam zarur ayegi.



This post first appeared on Lost Love Wazifa, please read the originial post: here

Share the post

Kisi Ki Narazgi Door Karne Ki Dua – Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa Aur Amal

×

Subscribe to Lost Love Wazifa

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×