aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho, maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho ghar me shanti ka vas ho * HAPPY DIWALI * 2017
*************************
Apun wishing u a wonderful, super-duper, zabardast, xtra-badhiya, xtra special ekdum mast n dhinchak, bole to ekdum Jhakaas “HAPPY DiWALi” 2017
*************************
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki zindagi me khusiya layen. Happy deepawali 2017
*************************
Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, dosti ka surur chaya rahe, dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye, DIWALI KA TYOHAR.
*************************
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho, duniya ke unche mukam apke hon, shoharat ki bulandiyon par naam apka ho! Wish u a very Happy Diwali 2017!