Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

What is seo in hindi SEO kya hai

SEO ka matlab Search Engine optimization hota hai


Expat kahtey Hain jo SEO ke bade jankar hain jo mahir hain wo kahte hain SEO aapke website banane se pahle hi start ho jata hai

Wo is trha ki agr aap koi bhi kaam karte hain koibhi business start karte hain ya job search karte hain aap koibhi kam karne ja rahe hain  vo kaam start karne se pahle aapke pass koi na koi Idea hota hai koi na koi knowledge hota hai koi na koi road map hota hai ya koi na koi andaza hota hai ki me ye kaam karunga to manzil tak pahunch jaunga

Seo me bhi yahi hota hai aapke pass ek blog ya website hai jise aapne uski SEO karni hai to aapke pass us site ke liye kuchh idea  hota hai us idea ko aap practicality karte hain lajib see bat hai to kuna jo idea aapke pass hai use aap yadi sahi tarike se karinge to fir aapki tamaam chijen sahi ho jayegee

Isee liyae website banane se pahle aapko un tamaam baton ka dhayn rakhna hoga jo SEO ke liya jaruri hain

Aapne aksar suna hoga ki ghar banane se pahle uski neev ko sahi tarh se rakhna padta hain tabhi ghar sahi tarh se banta hai thik usee tarh SEO me bhi hota hai yadi aapne suruaat galt tarh se ki hai to aapko treffic nahi mile gaa

Seedhi see baat hai ki jab aap blog ya website banate hain to uske liyae aapke pass koi na koi topic hona hota hai  jise internet ki duniya me nich bhi kaha jata hai or ye aapki dimag me hona jaruri hai
3 topic hote hain ek website ya blog banane ke liye
Jinpar ham agli post mai likhenge


Ye post aapko keisee lagi iske bare mai aap niche coment box me apna coment kar skate hain





This post first appeared on Hindi Dot, please read the originial post: here

Share the post

What is seo in hindi SEO kya hai

×

Subscribe to Hindi Dot

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×